![]()
Re: Kala jora paa
awsome song
Re: Kala jora paa
![]()
Yar yeh tu hona chahiy tha,
Aj kala jora (ya ju bhi pata hy) laha sadi farmysh ty:cb:
Kia behodgi hy:smack:
JL wali main Isa Khylwi ki awaz lag rahi hy yeh Ata Ulla Isa khylwi ka byta hy:aq:
Beta gaaney ka asal singer attaullah nahi hai
its an old song aur jo video apney post ki hai us singer ke baap ne asal version gaya tha.
Baba ap ka matlab hy AtaUllah ny chori kiya ye gana aik local artist ka:aq:
Re: Kala jora paa
i love malkoo one better
mere bachey shayed apko pata nahi ke attaullah ne mehdi hassan, pathaney khaan, nusrat fateh ali khan, aur bohut se singers ke gaaney remix ker ke gaye hain
its one of em.
isi forum main jl ne bohut se postey howe hain gaaney attaullah ke jinka asal singer koi aur hai.
mere bachey shayed apko pata nahi ke attaullah ne mehdi hassan, pathaney khaan, nusrat fateh ali khan, aur bohut se singers ke gaaney remix ker ke gaye hain its one of em. isi forum main jl ne bohut se postey howe hain gaaney attaullah ke jinka asal singer koi aur hai.
Mery barey buhat shukriya is haqeeqat ka inkishaf kerny ka:D
yeh good question hy![]()
Re: Kala jora paa
haan tu mai samjhi aap good news le kar ati hai tu bataye na is ka jawab :p
Re: Kala jora paa
AttaUllah na gaya ha ... or kis na gana ha
haan tu mai samjhi aap good news le kar ati hai tu bataye na is ka jawab :p
Hain yeh swal Eco ky liy nahi tha:D
Re: Kala jora paa
tum logon ko ganay se aur gana sun'nay se gharz hai ya singer se?
Re: Kala jora paa
![]()