humein ek khuwaab aya keh hum darbar main janay ke jaldi main hain magar humein hamara taaj nai dikhai de raha. isi khooj main the ke aankh khul gai:hmmm:
najanay humein kya hota ja raha hai.koi bhi dosheeza ab hamare khuwaaboon main nahi auya kartein:shikra:
Niksik
August 4, 2008, 8:22pm
2
Re: kal raat
Mamoo jaan. I was missing you. I think you need a vacation. Can I come visit?
Re: kal raat
jee is main poochnay wale kya baat hai guriya.aap ke liye hamraray mehal ke darwaze hamesha khulay hain .jab jee chahe chalein aayein
Mirch
August 4, 2008, 8:25pm
4
humein ek khuwaab aya keh hum darbar main janay ke jaldi main hain magar humein hamara taaj nai dikhai de raha. isi khooj main the ke aankh khul gai:hmmm:
najanay humein kya hota ja raha hai.koi bhi dosheeza ab hamare khuwaaboon main nahi auya kartein:shikra:
jahan panah jaan key amman paon toh arz karoon k
apna ilaj karwa-e-a , yeh toh bohat he buree beemaree hay.
Niksik
August 4, 2008, 8:26pm
5
Phir mey apney kaprey pack kar looN. I will be there tomorrow. Aap key liye kya laaun?
jahan panah jaan key amman paon toh arz karoon k
apna ilaj karwa-e-a , yeh toh bohat he buree beemaree hay.
Hum ne dam karwaya tha aaj subha molvi saheb say keh kar aur sadqah bhi de diya tha:hmmm:
umeed hai os say afaqah hoga
je hamaray liye ap ke haath say pakaya hua halwa zaroor lete aaiye ga.kitnay baras guzar gae .ab to os ka zaika bhi yaad nahi heumein:shikra:
humein ek khuwaab aya keh hum darbar main janay ke jaldi main hain magar humein hamara taaj nai dikhai de raha. isi khooj main the ke aankh khul gai:hmmm:
najanay humein kya hota ja raha hai.koi bhi dosheeza ab hamare khuwaaboon main nahi auya kartein:shikra:
dosheezao ko pata chal gaya hai ke ap perfume nai lagatey hain is liye bhaag gayi hai badshah salamat
wo is liye keh hum atar istemaal kiya kartay hain aur gulaboon ke ark say istanja kiya kartay hain:snooty:
istanja ganja yara,wut ever,hun nai aiygi dosheezaayein ab badshah salamt kaale habsheeo se kaam chalaye.
btw badshah salamat istanja ka mutlub pata vi hega hai ke aivee bol detta
Re: kal raat
ab aap badshah ko ghusal lene ka matlab sekhaein ge..badtameez!!bbe-huda insan:o
Re: kal raat
behuuda baat hum nai ap ker rahe hai istanja ka mutlub bataye pehle muje kiu k shayad apko nai pata muje pata hai ,,pm kerdeijiyega ..
Mirch
August 4, 2008, 9:20pm
12
Badsha salamat , istanja lena ghusal lena nahi hota.
istanjay ka dela/dhaila suna hay kabhi ? iss say samajh jain.
Re: kal raat
hum jantay hain bas mazak kar rahe the
Re: kal raat
SHENSHAH FALCONEER DARBAAR MAIN TASHREEF LAAE HAIN...
Yeh kya BEHUDGI ho rahee hai?
FAZOOL-E-AZAM: APNA KACHHA PEHNO AUR ARAAM SE BAITH JAAO... WARNA ISTANJA KE LIYE KUCHH BACHEGA NAHIN. SUMJHE GUSTAAKH.