kal hum yeh shehar chor jaayein gay

kal hum yeh shehar chor jayeingay
phir kabhi lot kar na aayeingay
is shehar k bahut kam nazar log hain
fitna gar log hain hum in say jaan churayein gay
kal hum yeh shehar chor jayein gay

phir kabhi mur kar na dhaikein gay is shehar ko
hum toe naye shehar ki galiyon main khoo jayien gay
kal hum yeh shehar chor jayein gay

yeh Alag baat hai k yaad aayein gay
humko is shehar main rehnay walay mukhlis dost
per hum un say bhi naata tor jayein
kal hum yeh shehar chor jayein gay

humko tarapati hai ,roolati hai,satati hai eik baat
k jin logon ne diya zakham humein woh yaad bhi bahut aayein
jub kal hum yeh shehar chor jayein gay :slight_smile:

Chalain shukar hay Allah nay sehir walon ki sun lii

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Chalain shukar hay Allah nay sehir walon ki sun lii
[/QUOTE]

ufffffffffffffffff what's Mean ?? iss ka matlab kiya hai ?? yeh aik shair hai samjeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :)

[QUOTE]
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *

yeh aik shair hai ** samjeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee** :)
[/QUOTE]

hmmmmm ye chikni nahi chikna hai mrs...:D

Hay Chikna kaisay uchal raha hay :devil:

NICE POETRY!!!

Lekin gar naye shehar walay bhi waisay hi niklay tu kya hoga .:confused: