Kaisy main tum ko bhula sakta hu
Apna kissi aur ko kaisy bana sakta hu
Main ne manga hai tujhey apne rub say
Shamil un duwanyo main kaisy kissi ko main kar sakta hu
Main ne jurana ha apna naam tera naam ka sath
Kissi aur ko main kaisy apney nam ka sath laga sakta hu
Good one JL !
Ashk aankhoon se jo nahe behtay
Dil ke jalne ki hai yeh nishaani
ShaRaRa
6
zabardast:k:
par aisa sirf kehne ki hadh tak hota hai 
Lamhay
9
wah ji wah bahut khoob jaan leva ji !
[QUOTE]
Originally posted by Lamhay: *
wah ji wah bahut khoob **Jaan Lewaa* ji !
[/QUOTE]
shukria