kaisey ho jati tmhari

mujhse waqif tou mera saya bhi na tha,
kaise ho jati tumhari ,
maine tou khudko apna banaya hi na tha,
jitna mayus hai woh shakhs bichhad kar mujhse ,
itni shiddat se tou maine usse chaha bhi na tha,
aisi nazaron se tou maine usse dekha bhi na tha,
meri awaaz ka gham shahar ne jana kyun kar,
main tou uss bhid ,mein khamosh thi kuch bola hi na tha…