Salaam All… !
After a long time, a short ghazal for all the members of Gupshup !
Kaise kaise hadsay sehtay rahay … !
Phir bhi hum jeetay rahay hanstay rahay … !
Us ke aajaane ki umeedain liye
Raasta mur mur ke hum taktay rahay
Wakt tu guzra magar kuch is tarha
Hum charaagon ki tarha jaltay rahay
Kitne chehray thay hamaare aas paas
Tum hi tum dil mein magar bastay rahay
Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega…!
Mahee
May 12, 2002, 4:32pm
2
[quote]
Originally posted by arifnawaz:
**Salaam All... !
After a long time, a short ghazal for all the members of Gupshup !
Kaise kaise hadsay sehtay rahay ... !
Phir bhi hum jeetay rahay hanstay rahay ... !
Us ke aajaane ki umeedain liye
Raasta mur mur ke hum taktay rahay
Wakt tu guzra magar kuch is tarha
Hum charaagon ki tarha jaltay rahay
Kitne chehray thay hamaare aas paas
Tum hi tum dil mein magar bastay rahay
**
[/quote]
very nice jee. thanks for sharing
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
.. W.salaam …
.. thank you …
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
To see a world in a grain of sand
And heaven in a wild flower
Hold affinity in the palm of your hand
And eternity in an hour
nice.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )
hmmmm
kiya kehna ji ap ka
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
nice one
Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,
raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!
Mar ke jeeyay hum jis ke liye, Din raat aansoo hans ke peeyay
Ilzaam us ne kya kya diye... Kehtay bhi kya hum chup reh gaye
Rishtay agar hain rishtay yehi tou, Phir kya kisi se rishta nibhaana !
Lamhay... Aap ki baatain yaad rahenge !
Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega...!
aur ap ki bhi bataien yaad rahiengi sari bataien !!! allah hafiz
Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,
raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!
Mein haar gaya Lamhay tum jeet gaee... !
Per kabhi pyar ko gali naehe deni chaheyay !
Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega...!
2629
May 14, 2002, 12:32pm
9
wah kya baat hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
arif jee
lugta hai ap ko yae song pasand hai
matlabe hai loag yaha per matlabe zamana …
hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)