~*Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj*~

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

** Khamosh Palkon se bahir jab aanso aate hain,**
** Kiya kahain aap kitnay yaad aatay hain,**
** Aaj bhi us mor pay kharain hain hum,**
** Jahan aap nay kaha tha tehro hum abhi aaty hain :(
**