~*Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj*~

After a long time posting (received from someone special…)[INDENT] **

Dil Ke ZakhmoN ko unsay Chupana para**
PalkaiN bhigi theeN par muskurana para
Kaisay ulty hain piyar ke yeh riwaaj
Roothna chahtay thay par unko manana para :frowning:

 [/INDENT]

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Wah ji Wah kiya kahnay ... special log ...special shairi :-)

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

^ Thanks sahab ji, kesay hain aap?

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Nice one!

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

tHaNkS Maham Ji

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

nice one :)

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Wah Saaeen Waah...
Aapka shair to dil pay lag gaya thaaa kar kay...
Is main reality bohut hey, henaaa....

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

^^ Aadaab Janab...
reality to ho gi hi... isi liye to sms aya tha...

Thanks **HH...

Received one more, ye kesa hay... Kitni Jaldi Ye mulaqat guzar jaati hay
Piyas bujhti nahi or barsat guzar jati hay
Apni YaadoN say keh do youN aya na karain
Neend aati nahi our raat guzar jaati hay**

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

buhat kkkkhoooob

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Yes,
jub insaan 2 din ki chutti say wapas jata hey to phir aisay hi songs gun-gunanay ko Jee chahta hey…:slight_smile:

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

ahaa buhat achay

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

really true... :(

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Thanks JN

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

** Khamosh Palkon se bahir jab aanso aate hain,**
** Kiya kahain aap kitnay yaad aatay hain,**
** Aaj bhi us mor pay kharain hain hum,**
** Jahan aap nay kaha tha tehro hum abhi aaty hain :(
**

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Very Nice

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Very nice nakhan, thanks for sharing:-)

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

buhut khoob ji :)

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

all 3 are beautiful!

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

Thanks Every one... one more... Unki tasveer ko seene se laga lete hain, Is tarha judai ka gham mita lete hain, Kisi tarha zikar ho jaey unka, To hans kar bheegi palken jhuka lete hain

Re: ~Kaisay Ultay hain piyaar ke ye Riwaaj~

wa je wa ......... chaa gayee khan sahib