kaisay dharakta hai dil awaz sunaooN tujh ko

***Paas aa zara dil ki baat bataoon tujh ko
kaisay dharakta hai dil awaz sunaooN tujh ko

Aakay tu dekh lay dil pay likha hai naam tera
agar kahta hai tou dil cheer kay dikhaoon tujh ko

jitna jalaya hai tunay pyar main mujh ko
dul tou karta hai main bhi jalaoon tujh ko

Ajnabi hota to aisa kar bhi leta shayad
magar tu tou apna hai kaisay sataoon tujh ko


Re: kaisay dharakta hai dil awaz sunaooN tujh ko

Bahut aa'laa Dania ...:k;

Re: kaisay dharakta hai dil awaz sunaooN tujh ko

nice sharing............................