Kahtay hain kah.....

Re: Kahtay hain kah…

hahaha…

Dada Abba naiki nahi karain gay tou phir jannat main kaisay jain gay? jannat main janay ka koi short cut hi bata dain :wink: :hehe:

sac naiki ko daalnay kon aai lahore ganday nalay main daalnay? :rolleyes:

Iraj bhool gaye tou yaad kon dilai ga?

gondal uncle aap ki jaib tou phatee hoi hai

redroses phir woh glass ka pani kahan daloon?