kahtay hain kah…
Naiki kar aur dariya main daal
aur…
aur…
aur…
agar paas main dariya na ho tou? ![]()
![]()
kahtay hain kah…
Naiki kar aur dariya main daal
aur…
aur…
aur…
agar paas main dariya na ho tou? ![]()
![]()
Re: Kahtay hain kah.....
tou apnay demagh ka ilaaj karaien.
Re: Kahtay hain kah…
woh kaisay kartay hain? ![]()
Re: Kahtay hain kah.....
to phir ...
wahan naiki hi na karo jahan daria na ho ...
Thats moral of the story ...
Teh End --- FIN ---
Re: Kahtay hain kah.....
Dairaaa oops I meant Dariaa daikh kar naiki karni chahyay na :$
Re: Kahtay hain kah…
pass meind arya na ho to ganda nala to lahore mein her jagah mil jata hey ![]()
Re: Kahtay hain kah…
^^ :nono: hisab kitab rakhna chahye her cheez ka, abu kehtay hein ![]()
Re: Kahtay hain kah…
meri jeab mein daal dena sab or qiamat wale din mujh se mang lena:halo:
Re: Kahtay hain kah.....
dariya na ho paas mai to glass mai pani daal ker uss mai daal do :p
Re: Kahtay hain kah…
hahaha…
Dada Abba naiki nahi karain gay tou phir jannat main kaisay jain gay? jannat main janay ka koi short cut hi bata dain
![]()
sac naiki ko daalnay kon aai lahore ganday nalay main daalnay? ![]()
Iraj bhool gaye tou yaad kon dilai ga?
gondal uncle aap ki jaib tou phatee hoi hai
redroses phir woh glass ka pani kahan daloon?