Kaho Woh Chand Kaisa Tha.....!!!!!

***Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

Kaho Woh Chand Kaisa Tha
Jidhar Sub Kuch Lootaa Aaye
Jidhar Sub Kuch Gawa Aaye
Kaha Sae’lab K Jaisa Buhat Chaha K Bach Niklein
Magar Sub Kuch Baha Aaye

Kaho Woh Hijr Kaisa Tha
Kabhi Choo Kr Usey Dekha
To Tum Ne Kya Bhala Paya
Kaha Bus Ik Aag K Jaisa, Usey Choo Kr To
Apni Rooh Ye Tun Man Jala Aaye
Kaho Woh Wisl Kaisa Tha
Tumhein Jab Cho Liya Us Ne
To Kya Ehsas Jaga Tha
Kaha Ik Raastey Jaisa , Jidhar Se Bus Guzarna Tha
Makaa’n Lekin Bana Aaye

Kaho Woh Chand Kaisa Tha
Falak Se Jo Utar Aaya
Tumhari Aankhon Mein Busne
Kaha Woh Khwab Jaisa Tha ,Nahin Thi Tabeer Koi Uski
Usey Ik Shab Sula Aaye

Kaho Wo Ishq Kaisa Tha
Bina Soche Bina Samjhay
Bina Parkhey Kiya Tumne
Kaha Titli Ke Rung Jaisa ,Buhat Kachaa Anokha Sa
Jabhi Us Ko Bulla Aaye

Kaho Wo Naam Kaisa Tha
Jisey Saehrao’n Per Likha Tumne
Kaha Bus Mausamoo’n Ki Tarah, Najane Kis Ghari Kis Pal
Kisi Ro’o Mein Mita Aaye…!!!***

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

awww Nice1 :k:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

Very nice Sarmad :k:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

Nice Sarmad :k: Kahan ho aajkal shairi mein gum :naak:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha.....!!!!!

wowwwwwwww
suprubbbbbbbbbbb
sharing

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

Lajawaab :lajawab:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

Bohat Khoob Sarmad..:k:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha.....!!!!!

Great Choice:)

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha.....!!!!!

thanks every1 ... :D

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

tum batao khowar ho k dekhte tum phir rahy ho:sannan:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

nhi btayoo ga .. :barbie:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

:asa:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

:snooty:

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

ok :hugz: par bure baat hi

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha.....!!!!!

:p

Re: Kaho Woh Chand Kaisa Tha…!!!

:naraz: :@: