kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

*mujhay yaad koi dua nahee meray humsafaR** abi soch le* ***t**u meRi jabeen pe likha nahee marayhumsafaR abi soch le * ** ***abi rasta bi hai dhool main abi faida bi hai bhool maiN *** ***abi mujh ko tujh se gila nahee meray humsafaR abi soch le *** ** ***maiN janm janam se naraz hooN main janm janam se udaas hooN *** ***maiN kabi b khul k hansa nahee meray humsafaR abi soch le *** ** ***tu hai khawab khawab pukaRta meRi ankh main nahee ashk b *** ***maiN muddatoN se jia nahee meray humsafaR abi soch le ***

tujhay khushbo’ooN ki hai arzoo tujhay roshni ki hai justjo
***maiN hawa nahee di’ya nahee meray humsafaR abi soch le ***

***tujhay anso’oon ka pata nahi tujhay ratjagon ka guma’N nahi ***
***tujhay is se agay pata nahee meRay humsafaR abi soch le ***

***kahiN choo’t sakta hai darmay’aN na zameen milay gi na asmaa"N ***
tujhay rastay ka pata nahee maray humsafaR abi soch le
**
***mujhay doondta hi phiray ga tu na jee’ay ga roz maRay ga tu ***
***maiN kabi b ghar pe mila nahi meray humsafaR abi soch le ***

***kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharban ***
***meRay pass waqat zara nahi maray humsafaR abi soch le ***

2 Likes

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

ohh God.. its beautiful.. :bb:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

Amazing :lajawab:

thanks for sharing :bb:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

thanks red :slight_smile:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

:slight_smile:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

hummm sochnay ki baat hay ...... par itna sochay ga kon

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

waah kamal sharing g

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

Bohat zabardasstt.. :lajawab:
Thnx for sharing!

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

Boht khoob nikammi g :)

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

wowwwwww,,,its amzing...zabardast sharing hai..

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

nice sharing... :)

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

***mujhay doondta hi phiray ga tu na jee’ay ga roz maRay ga tu
maiN kabi b ghar pe mila nahi meray humsafaR abi soch le ***

:hinna:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

:lajawab:

Thanx 4 sharing

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

itna soochna keoN :faizy:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

thanks pee^k :slight_smile:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

thanks dani :)

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

thanks Aliyish and welcome i poetry :slight_smile:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

:blush:

Re: kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharba"N

thanks heartu me mish u here :(

nice3 :)