Kaho dil ki baat sher ke saath

Re: Kaho dil ki baat sher ke saath

**jannat kahaN hai? yeh dunyaa? oh oh…vo jannat jahaN dozaKh ke ‘maze’ aam haiN!!!:slight_smile:


ham ko ma’loom hai jannat kii Haqeeqat, lekin
dil ke bahlaane ko, “Ghaalib!”, yeh Khayaal achchhaa hai****

Ghalib ne isii Dunyaa ko jannat se ta’beer kiyaa :D**