Naazrein ham eik naya silsila sharoo kernay jaa rahey hian jis mein aap ko apnay dil ki baat sher ke saath hi batani hai
And agar aap ney naa batai to usay mein mita doon gi
yeh lein yeh meray dil ki baat
Shehar Walay jhOot Par Rakhtay hAin Bunyaad e KhalOos
mUghe Ko PaChtana Para ‘MohSin’ Yhaan Such Bol Kar
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
Naazrein ham eik naya silsila sharoo kernay jaa rahey hian jis mein aap ko apnay dil ki baat sher ke saath hi batani hai :) And agar aap ney naa batai to usay mein mita doon gi ;) yeh lein yeh meray dil ki baat Shehar Walay jhOot Par Rakhtay hAin Bunyaad e KhalOos mUghe Ko PaChtana Para 'MohSin' Yhaan Such Bol Kar
**hehehe...Harf-e-aaKhir kii taraH? :D
mere dil kii baat:
yehii suboot hai dunyaa ke shoGhl-e-be_jaa kaa
k muzmahil hai tabii'yat nashaat-e-kaar ke ba'd**
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
dil ki baat labon par laakar ab tak hum dukh sahtay hain
hum nay suna tha iss batti main dil walay bhi rahtay hain
beet gaya saawan ka mahina mausom nay nazrain badli
lekin in piyaasi aankhon sey ab tak aansoo bahtay hain
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
adavatain thiiN, taghaful tha, ranjiisheN thi magar
bichaRny walay main sab kuch tha be-wafai na thi
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
UZ:cheer: u ki mistake ni saree hisab barabar ker day
un sab logon k jinko mere baat samaj nah aate thi
yaar mi kab se *BAAY SHAIr K SATH * k vaja se
BAAY se shaar soch rahi hun, UZZZZZZZZZZZ:aj:
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
yeh bait baazi thori hai jo bay se sher soch rahi hon jaldi apnay dil ki baat likho
Warna yeh posts mein delete ker doon gi
hain kawakib khuch ,nazar aatay hain khuch
detay hain dhoka yeh baazigar khulaa
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
acha acha
lo dekho jaldi mi kia aya tomare zalim nazron ko dekh k:omg:
bhulta hi na dil se otarta hi mujy:bummer:
maar mohabat ki maarta hi mujy ![]()
mi oska lamha-e-mojod hun magar:sid:
vo fazol waqt smaj k guzrata hi mujy:@:
Re: Kaho dil ki baay sher ke saath
Ab doston k hath mere hath mein nahi
Girney laga hoon aaj mujhe tham zindagi :(
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
aao kuch shughal karen sahar hone tak
tobah kerlen gey farishton ko khabar hone tak
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
![]()
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
Yeh Aarzo Hai Keh Isi Shakal Mein Ubhar Aain
Tumhain Hi Aain, Kisi Ko Agar Nazar Aain
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
yuun to har shaam ummiidon mein guzar jaati thi
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
lagta hai ye ghazal aur is ke ash’ar ap ko boht pasand hain ![]()
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
Yeh shair aur yeh gazal dil kee aakasi kartee hai.
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
kiyoon ke iss mein ronay ka zikr hai aur uncle ko MM bohat pasand hai rotey huwe ![]()
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
kuch ashk dilon pe girty hain kuch miti main mill jatay hain
kuch lafz ada ho jatay hain kuch honton main sil jatay hain
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
Mat Mujhe Aazma Itna Ke Dum Nikal Jaaye
Mere Wajood Main Teri Bhi Jaan Ho Shayad
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
*ik lafz-e-moHabbat kaa adnaa saa fasaana hai
ik aag kaa daryaa hai aur Dooooob ke jaanaa hai *
:(
isn't that the EASIEST thing to do? there is NO heat under the water!!! ;)
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
Really itni asaan si baat hia aag mein koodna :no: Mein to her giz naa jaoon I like jannat ![]()
Re: Kaho dil ki baat sher ke saath
majbor the hum to masroof samjh lya
chup rhe to magroor samjh lya
ye ap he ki galti ha mere dil nasheen
hum itna kareeb the phir b door samjh lya