kahne mily to ,,,ussey ye kehna

http://www.tendergestures.com/images/Sad_Girl.jpg


kaheen mile to usay yeh kehna**


kaheen mile to usay yeh kehna


faseel e nafrat gira raha hoon


gaye dinon ko bhula raha hoon


wo apny waday se phir gaya hai


main apna wada nibha raha hoon


kaheen mile to usay yeh kehna


na dil main koi malal rakhey


hamesha apna khayal rakhey


Sare Ghum apne Woh dede Mujh ko


tamam khushian sanbhal rakhe


kaheen mile to usay yeh kehna
**
**
**