Fareeshta nahee, ghalati hum say ho sakti hai
Zindah houn Aaj, par kal mout ho sakti hai
Qasoor nahee mera, keh mehsoos nahee kuch
Dard ko najanay aur kiya dard ho sakti hai
Akalay may jo hum safar par chal diye youn…
Maloom thaa kiya subha may shaam ho sakti hai
Maanglo ubb phir jo maangna hai appnay rabb say tasha…
Waqt ki kiya khabr, kaheen qabool-e-dua’ ho sakti hai
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
ahaaan
zabardast
2 Likes
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
BY you are rocking.
Really nice.
MUjh bohat achi lagi ye poem.
thanks for sharing.
:k:
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
buhut khoob :)
2 Likes
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
nice bheegi :)
2 Likes
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
very nice :)
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
nice sharing bhegiyaad :)
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
**wah ji....BY...aap to chha gayeen hein :)
**
Re: kahin qabool-e-dua ho sakti hai
kis par ![]()
P.S thanx JW