kahin jaga na mili.........

Dua Bahar ki mangi to itney phool khiley
kahin jaga na mili merey ashyaney ko
qamar zara bhi nahin tum ko khof-e-ruswai
chaley ho chandni shab mein unhen mananey ko

Re: kahin jaga na mili…

Good one :k:

Re: kahin jaga na mili.........

nice....

Re: kahin jaga na mili.........

good..1