Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mau tabar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
:hinna:
Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mau tabar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
:hinna:
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
![]()
faiz dilon k bhaag main ghar bharna phir lut jana bhi
tm oos haseen k lutf o karm pe ab na kabi itraao gy
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
Muhabbat khushfehmi aur badgumani ki mixture hai
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
mutlub aik saraab?
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
shayad :hinna:
It depends how you behave when fall in love
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
Behaving se saraab ka kya relation…
Saraab hai ya nai?![]()
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
Muhabbat haqeeqat hai leki log usko saraab bana dete hain :rotato:
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
**Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
**mostly :(
Re: Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon
Bohat Khoob.........