kaheen se uss haseen awaaz ki khushboo pukaare gii
tu uss ke saath badle gaa dil_e barbaad ka mausam
na koi gham khazaa’n ka hai na khawaish hai baharoa’n ki
hamare saath hai Amjad kissi ki yaad ka mausam
![]()
kaheen se uss haseen awaaz ki khushboo pukaare gii
tu uss ke saath badle gaa dil_e barbaad ka mausam
na koi gham khazaa’n ka hai na khawaish hai baharoa’n ki
hamare saath hai Amjad kissi ki yaad ka mausam
![]()
very nice maheeno :)
*koi hansee manzar aankhon se jab ojhal ho jayega
mujhko pagal kehne wala, khud pagal ho jayega
palkon pe uski jale bujhenge jugnu jab meri yaadon ke
kamre mein hogi barsaatein, ghar jungle ho jayega
*
ab tum post karo koi aur sher
:k: ..
:k:
:k:
:k:
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
very nice maheeno :)
*koi hansee manzar aankhon se jab ojhal ho jayega
mujhko pagal kehne wala, khud pagal ho jayega
palkon pe uski jale bujhenge jugnu jab meri yaadon ke
kamre mein hogi barsaatein, ghar jungle ho jayega
*
ab tum post karo koi aur sher
[/QUOTE]
hmm very nice...
raat yoo'n dil mei teri khoyi hui yaad ayi
jaise weraane mei chupke se bahaar aa jaaye
jaise sehra mei hole se chale baad_e naseem
jaise bemaar ko be_waja qaraar aa jaaye
By: Faiz Ahmed Faiz
Thanks Ghazalooo, cuteepie, Sunnyboy and bluhing vision ![]()
nice :k:
![]()
Thanks ![]()
![]()
^ ![]()
![]()
rukaa hua hai meri aankh mei wo ik lamha
bicharte waqt kissi ko mera sadaa dena
jo kar rahe ho muhabbat tu ye dhehaan rahe
bohat kuthan hai kissi yaad ko bulaa dena
^
nice...
nd
woh yad bhi aya hia aur jaag uthi hai khwahish bhi
yeah tazah dukh aur sard huaa hai sall ki pheli barish bhi
^ nice one Nazi
dil se bhulaane ki tumhe koshish karein ge hum
tum se ho sake tu naa aana khayaaloan mei...
^
nice one maheen
lekin ...
bhulaatii laakh huu.N lekin baraabar yaad aate hai.n
ilaahii tark-e-ulfat par wo kyo.nkar yaad aate hai.n
hmmm...
nahi nigaah mei manzil tu justajoo hi sahi
nahi VISAAL muyassar tu aarzoo hi sahi....
^
nigaar-e-shauq kii bebaakiyo.n se kyaa haasil
jo dil udaas ho rangiiniyo.n se kyaa haasil
fasurdagii kii qasam azm laa makaa.N tak hai
na puuchh dost ke tanhaaiiyo.n se kyaa haasil
^
abhi hai zara wo asar jisse meri zaat ne pooja kabhie magar
wo janoon tu kab ka khatam hua, wo surat tu dil se utar gayi
mujhe kis jurm ki saza milli keh meri rooh tak hai thaki hui
mei apni jaga se hilaa nahi, meri saans phir bhi ukhar gayii
^
a.nga.Daaii par a.nga.Daaii letii hai raat judaaii kii
tum kyaa samajho tum kyaa jaano baat merii tanahaaii kii
kaun siyaahii ghol rahaa thaa vaqt ke bahate dariyaa me.n
mai.n ne aa.Nkh jhukii dekhii hai aaj kisii harajaaii kii
vasl kii raat na jaane kyuu.N israar thaa unako jaane par
vaqt se pahale Duub gae taaro.n ne ba.Dii daanaaii kii
u.Date u.Date aas kaa paa.Nchhii duur ufaq me.n Duub gayaa
rote rote baiTh gaii aavaaz kisii saudaaii kii
:-|