Old stories with a twist in Pakistan (2011)
Eik pyaasa kawwa urh raha tha, achanak nechey usay pani aur kuch kankar nazar aye, jesahi woh pani mey kankar daal ney key liye neechey utra tau na-maloom afraad key firing sey halaak hogaya.
Kuttey ney qasai ki dukaan sey gosht churaya, woh pani mey apna aks dekh hi raha tha key sailaabi raila osey baha kay lay gaya.
Kachwa aur ghargosh ney race shuru ki, khargosh key sotey hi, kachwa uska mobile aur qeemti ashyanikal key bhaag gaya…police dhoondney mey nakaam.
Alladin ney chiragh ragra tau woh zor daar dhamakey sey phat gay. Alladin samait 4 afraad jaanbahaq mutadid zakhmi.
Simii
April 25, 2011, 5:36pm
2
Re: kahaniyan with a twist in 2011
very very true
Re: kahaniyan with a twist in 2011
So damn true =/
Kachwa aur ghargosh ney race shuru ki, khargosh key sotey hi, kachwa uska mobile aur qeemti ashyanikal key bhaag gaya…police dhoondney mey nakaam.
Alladin ney chiragh ragra tau woh zor daar dhamakey sey phat gay. Alladin samait 4 afraad jaanbahaq mutadid zakhmi.
Theeeeeeeeeeeeeese
Re: kahaniyan with a twist in 2011
:D:D
Re: kahaniyan with a twist in 2011
Sannan
April 26, 2011, 7:08am
6
Re: kahaniyan with a twist in 2011
Eik pyaasa kawwa urh raha tha, achanak nechey usay pani aur kuch kankar nazar aye, jesahi woh pani mey kankar daal ney key liye neechey utra tau na-maloom afraad key firing sey halaak hogaya.
Wish some minor revision
Eik pyaasa kawwa urh raha tha, achanak nechey usay pani aur kuch kankar nazar aye, uss nay saray kunkar paani mein daal diye, kunkaroon nay sara paani pee lia aur kawa sadamay say waheen gir kar dum toor gia
Re: kahaniyan with a twist in 2011
hahaha
something fresh :k:
Re: kahaniyan with a twist in 2011
So True
pktun
April 27, 2011, 11:28am
9
Re: kahaniyan with a twist in 2011
hahahha