Koyal
1
*
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahlay
diloN ke deep jaltay hain charagh-e sham se pahlay
kabhi manzar badalnay par bhi qisa chal nahiN pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
yahi taray tumhari ankh ki chilmaN maiN rehtay thay
yahi suraj nikalta tha tumharay bam se pahlay
diloN ki jagmagati bastiyaN taraj kartay hain
yahi jo log lagtay hain nahiyat aam se pahlay
hoye hai sham jungle main piranday loa’tay hooN gaye
ab in ko kis tarah rokaiN nawah-e dam se pahlay
ya saray rang murda thay tumhari shakal bannay tak
ya saray harf mohmal thay tumharay naam se pahlay
howa ha wo agar munsaf tu Amjad ihtiyataN ham
saza tasleem kartay hain kisi ilzam se pahlay
*
**ya saray rang murda thay tumhari shakal bannay tak
ya saray harf mohmal thay tumharay naam se pahlay
**
wah bohoot khoob :k:
Daagh
4
Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
mashallah bahot khoob
:k:
chaa gaye koyal jee 
Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
*
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahlay
diloN ke deep jaltay hain charagh-e sham se pahlay
kabhi manzar badalnay par bhi qisa chal nahiN pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
hoye hai sham jungle main piranday loa'tay hooN gaye
ab in ko kis tarah rokaiN nawah-e dam se pahlay
ya saray rang murda thay tumhari shakal bannay tak
ya saray harf mohmal thay tumharay naam se pahlay
howa ha wo agar munsaf tu Amjad ihtiyataN ham
saza tasleem kartay hain kisi ilzam se pahlay
*
[/QUOTE]
Wah buhat khuub hay :-)
Pramod
10
howa ha wo agar munsaf tu Amjad ihtiyataN ham
saza tasleem kartay hain kisi ilzam se pahlay
wah kya sher hai...
thanks for sharing , Koyal....
Your choice is great....
Koyal
12
Re: Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
thanks 
aray sallu g me koyal hai badli nahi jo chaa jaiey wesay kahan chaa gaye 
Koyal
14
Re: Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
Wah buhat khuub hay :-)
[/QUOTE]
shukria..:-)
Daagh
15
Re: Re: Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
mein woh wale chaane ki baat nahi kar raha tha na 

Koyal
17
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
howa ha wo agar munsaf tu Amjad ihtiyataN ham
saza tasleem kartay hain kisi ilzam se pahlay
wah kya sher hai...
thanks for sharing , Koyal....
Your choice is great....
[/QUOTE]
shukria prem g ap ka zoaq hia na :)
Koyal
18
Re: Re: Re: Re: kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
details plzzz me masoom na

Koyal
19
[QUOTE]
*Originally posted by Anchaal: *
bahot khub :-)
[/QUOTE]
thanks and welcome here anchal g ap ko dekh k gana yaad aa gha
choR do aanchal zamana kia kahay gha :D