kahane ko phiR kya rah gayaa ashkoN ka dariya bah gayaa

**

ye dil hi thaa jo sah gayaa vo baat aisi kah gayaa
kahane ko phiR kya rah gayaa ashkoN ka dariya bah gayaa
jab kah kar vo dil_bar gayaa tee liye maiN mar gayaa
rote haiN us ko raat bhar maiN aur meri aavaaragii
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Could not understand this misraa. But overall it is unique.

Hmmmmmmm acha hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


meiji

Bahot achha hai.....Nikami. Thanx for sharing.


Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.

jano ap ko sunne main galti huwi usne asi
koi baat nnahi ke

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

wa wa nakami ji kiya baat hai aap ke .....


NA MILAY TU CHEEN KAY LO!