kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

**ujarh lamhon ki dastanain, jo tum kaho to sunayen tumko
buhat sa ham jagte rahe hain, chalo zara sa jagayen tum ko

tumhi ho jo roshni si ban kar hamari ankhon main aa basay ho
jub apni aankhen hi kehdiya he, to phir bhala keun rulayen tum ko

tum aaj keun muztarib ho janaan, tumhare lehje main toot kesi
kaha nahin tha keh waqt dega kadoorton ki sazayen tum ko

ghubar alood raston main talash kar kar ke thak gay hain
kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

tumhain to sukh aa gay muyessar, tumhain to ham yaad hi nahin hain
magar batao keh ham jo chahen to kistara say bhulayen tum ko

kaho ae jazab! ye jhoot hay na ke tum ne usko bhula diya he
abhi talak jiski shokh yaden har aik lamha satayen tum ko
**

Being lonly k naam.

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

great choice 7* :)

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

very nice :k:

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

:hmmm: uno ne ketne pese deye

very nice

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

tumhi ho jo roshni si ban kar hamari ankhon main aa basay ho
jub apni aankhen hi kehdiya he, to phir bhala keun rulayen tum ko

**hmmmm nice..

**

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

gud one :k:

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

Salaam
ghubar alood raston main talash kar kar ke thak gay hain
kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko
:(
thanx 4 sharing :(
plz koi bataye k yadon say kesay chutkara hasil kiya jaye :(

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

Nikami jano, Ali_, Masoom muskan, Mucho, Moonmine, Bheegiyaad and Nokia n70 Thank you all.

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

pese kis baat k?

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

:hmmm: uno ne ketne pese deye

buhat sarayyyyyyyyyyyyyyy :stuck_out_tongue: DIYE HONGEE NICEE :slight_smile:

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

Mere pyaray bhai tum mere naam threads kartay ho aur meIn pata nahi kahan sota rehta hon ! wasiay puray week baad net ne sath dia hia to threads dekhe hain mein ne woh bhi abhi puri tarah nahi

Is dedication ka jawaB mein abhi daita hon ! lonely ki ma’azrat qubool karo sab se pehle warna mein sharam ke maaray mar jaonga :teary2:

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

bhai bano wife na bano aur barey bhai bano come on SID bhai it’s ok.:hugz:
asl main SID bhai app ko maine bohat time se dekha nahi tha nah to ye app k naam kar di k kahan ja kar bas gay ho.
achi hai nah?:hug:

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

:) You know which kind of poetry i like thanks yaar :) Best Part

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

SID BHAI MAINE PM KIYA HIA JAWAB DOH.........

Re: kahan pe ja kar base huay ho, kahan say ham dhoond layen tum ko

Bohat khoob Savenstar...