Koyal
1
kiyaa terii refaaqat se jo khud ko aashna maiN ne
milaa kar khaak maiN dil ko banaayaa naqsh-e-paa maiN ne!
na karnaa thaa mujhe jo kuch wahi aakhir kiyaa maiN ne
Piyaalaa zahr-e-ulfat ka teree khaatiR piyaa maiN ne
mataaa’-e-dil se baRh kar be bhalaa kuch hai zamaane maiN
nikaalaa jis ko seeney se tujhi ko dey diyaa maiN ne!
nikal kaR zaat se meri howaa kuch aur bhi raushan!
Jalaayaa tha Hareem-e-zaat maiN jo ik diyaa maiN ne!
lagee hai aag maikhaaney maiN har soo saaqiyaa kaisee
ye madhoshi maiN kis ka kardiyaa, phir tazkiraa maiN ne
nigaahoN maiN teree taSveer hai aye ham-nawaa mere
banaayaa hai jesey aaNkhoN maiN faanoos-e-wafaa maiN ne
dikha de shaan phir ahl-e-chaman ko be-niyaazi kii
khamoshi se jhaTak kar aaj phir dast-e-Sabaa maiN ne
Sitam tu ne bahut mujh par keye ham-dam magar phir bhi
zaraa itnaa bataa mujhko kiyaa hai kab gilaa maiN ne
Koi jaa kar (~)***** keh dey ye mere dard-mandoN se***
kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
bohatttttttt khoooooooob :k:
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
Beautyfull :)
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
Boht achay koyal jee :)
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
Wah....Excellent Koyal ......:)
reet
6
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
bahot hi khoobsurat hai…Koyal jee…thnx for sharing…
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
its simply outstanding ......thnx alot for sharing :)....
Azad
8
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
hummm
Nazi83
9
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne

Nayab
10
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
Wah very nice…:k:
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
bohut khoob.
Koyal
12
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne

Koyal
13

kon?
Koyal
14
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
thanks:blush: heartu:)
Koyal
15
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne

Koyal
16

thanks:)
Koyal
17
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
thanks miss:)
Koyal
18
Koyal
19
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
thanks
Koyal
20
Re: kahaN par khoo diyaa hai koocha-e-dil ka pataa maiN ne
thanks nayab kahan hoti aj kal ap 