Kahan mumkin tha main dil se TERI** yadein mita deta,**
Bhala kaisay main jeeta phir agar TUJH ko bhula deta,
TERI ruswaiyon k darr se labon ko si liya warna,
TERAY shehr-e-munafiq ki main bunyadein hila deta,
Kiya tark-e-wafa USNE to hogi USKI majboori,
Jisay barson dua di thi USAY kaisay bad-dua deta,
Khabr hoti agar mujh ko nhi hai TU muqaddar mein,
Usi lamhay main hathon ki lakeeron ko mita deta..
Re: ~Kahan Mumkin Tha~
wah wah wah...........ghazab ki poetry hai ji.....dil khush kar dia aap ne
Aryaan
5
Very Nice Khubsoorat..:k:
Re: ~Kahan Mumkin Tha~
Bohat umda sharing Khobsurat :k:
Dania
8
Re: ~Kahan Mumkin Tha~
zabardast
<!--Session data-->
Re: ~Kahan Mumkin Tha~
Kahan mumkin tha main dil se TERI** yadein mita deta,**
**Bhala kaisay main jeeta phir agar TUJH ko bhula deta,
**Bohat khoob
Kahan mumkin tha main dil se TERI** yadein mita deta,**
**Bhala kaisay main jeeta phir agar TUJH ko bhula deta,
**Bohat khoob
jonaid
13
Re: ~Kahan Mumkin Tha~
i m totaly confiused sir ke kiss kiss ko yahan ustaad kahoon veeeeeerrrrrr nice
Jaanu
14
Khabr hoti agar mujh ko nhi hai TU muqaddar mein,
Usi lamhay main hathon ki lakeeron ko mita deta..
BOHOT KHOOB