Kahan ho tum chalay aao, mohabbat ka taqaza hai
Dhum-e-dunya say ghabra kur tumhein di nay pukara hai
Tumhari be-rukhi aik din hamari jaan le lay gi
Qasm tum ko, zara sochu dastoor-e-wafa kia hai
Na janay kis liye dunya ki nazrein phit gayeen hum say
Tumhein dekha tumhein chaha qasoos is kay siwa kia hai
*sigh


HAMMAD
2
Re: Kahan ho tum chalay aao… :~(
kiss ko bula rahee han app ???