Yaad aatei hein mujhe jub bhei wou
damunay sabr meray hath say jata paoun
Chaein atta hai nahe mujko kubhe un ka bagheir
aksir, routa moun apna choupa na ko mein
aik taraf gosha nashein hotea houn
Sub samajhtay hein kay, khamoush tabeyat houn mein
Mouj kou maloom na tha, ab na unhay dekhoun gey
Deish janay ka moujhay tha bouhat arman magar
Ab ya chahtea houn ka, ghar ma ka na khali dekhoun
yad atta ai mujhe nashta un ka deina
or moun mera peyar say dohna
or meray baloun key choutea banana her rouz
hookm deina ka aik awaz pa soun loun kahna
or mera tha ya hal ka, souni key un souni karna
mouj ko maloum na tha, keya hai mouqadar mai likha
itnay jaldi merei ma sath mera chourein gei
werna sub chour ka dounya ko mein,
her lamhay pas un kay mein beithe rehtea
ma hai keya cheise, mein nahe samjhe
itna samjhe houn , agar koei kahay
tum ko mil jaein gey qeymat hay ya
mein houn razi housoul ko ma kay
gar melein wou meri zindagey kay aewaz