***kaha us ne mohaabat mein yeh ghum kion miltay hain
kaha mein ne kantay , pohl bhi to sath paltay hain
kaha us ne ke lamhay piyar ke kion kam hotay hain
kaha mein ne ke kab khusboo hamesa sath rehte hain
kaha us ne ghumon se kion piyar karat ho?
kaha mein ne yehee to hain jo apnay sath rehaty hain
kaha us ne bechar jayein hum tum to acha hai:teary3:
kaha mein ne tum apne behgte palko se pocho***
:teary3::teary3::teary3:
nikii
2
Re: kaha us ne mohabbat mein yeh ghum kion miltay hain!!!
sigh

Azad
4
aap nay karayla ka zikar kar kay humara mood hi karab kar dia ..... :(
hein jee kia:konfused:
aur tum itnay dno se kahan tha:smash:
ab mujhe nah pata tha ke men kuch post karo ge aur tumhara dl kkharab ho jayay ga:(
nikii:nono: plz don’t cry:kiss:
superglue thanks and no crying:nono:
Dilsay, ~Nazish~ and chand_chehra thanks a lot:flower1:
bohat khoob Gkk thanks 4 sharing again ..:)
thanks a lot nikami bajii:kiss:
my pleasure to share wiht u:flower1:
Azad
12
jahan bhi ** Lamhay ** ka zikar ata hay, humain bassi karylay yaad aa jatay hain 
Azad
14
Ameen GKKK kab say nice ho gain
woh to motti hain 
Lamhay
15
shayad aap ko buri bala ka khuaf lahuq hojata hai !!
Azad
16
Koi humaray dil say pochay shab e ghum buri bala hay 
yeh kon se lamhay ke baat h rahee hai:hoonh:
aur azad mein motti nahi hoon:bummer:
ameen thanks dear:kiss:
Lamhay
18
shab e ghum waqae buri bala hai per azad sahab aap nay kis lamhay ko yaad kiya tha? 
agree with Gkk aap kaunsay lamhay ki galh karahay hain?
Azad
19
forget it …
aaj hum bohut udass hain 
Lamhay
20
chalo bhool gaye i mean ok forget it ! aaj kafi logh udaas hain per kyo 