Koyal
1
*
kaha tu tha
**saraa’booN maiN pair mut rakhna **
kaha tu tha
**gulaabooN se khaar chuN laina **
kaha tu tha
**savairooN maiN dhoop be bun’na **
kaha tu tha
**hawa’ooN pe khawab mut likhna **
kaha tu tha
sitaarooN ka tootna takna
kaha tu tha
**andharooN se dosti rakhna **
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum*
Daagh
3
mashallah zabardast hai Koyal jee...
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
laakh kaho phir bhi jab-jab jo-jo hona hai tab-tab so-so hota hai :)
Koyal
4
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
mashallah zabardast hai Koyal jee...
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
laakh kaho phir bhi jab-jab jo-jo hona hai tab-tab so-so hota hai :)
[/QUOTE]
so tu hona hia but jaab mana karo tu mana hona chaiey na keon :D
thanks anyways
Koyal
5
thanks aur ap k kahnay k mutabiq hum ne apni galti be darust kar de hia 
Daagh
6
haan yeh baat bhi theek kahi…
but kya kare…Dil hai ki maanta nahi 
ullujii
8
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
bus ab to ho gey hai keya karin 
ps: COOL :k:
Azad
10
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
Wah .....
Swera
11
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
Wah!
WiseGuy
12
Wah jee...
Khoob kaha. :)
Koyal
16
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
kaha tu tha k nahi is tarha bikharna tum
kaha tu tha k mohabat kabi na karna tum
Wah .....
[/QUOTE]
finally ap ki ahhh niqal he gaye hmmmm se agay tu barhay :p
Azad
17
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
finally ap ki ahhh niqal he gaye hmmmm se agay tu barhay :p
[/QUOTE]
aap ki baat par Truck kay peechay kisi bhalay ka lekha howa yaad agia