Kaha tha na!
**Mujhay iss tarhan ** Sotay hoay mut chor kar jana Mujhay bayshuk jaga dayna Bata dayna Mohabat k safar mein Sath meray chal nahin sakteen Judai mein hijar mein Sath meraa jaal nahin sakteen Tumhain rasta badalna hai Maree hud say nikalna hai Tumhain kis baat ka dur tha tumahin janay nahin daytaa?? Kahain par qaaid kar layta?? aray pugli!!!
**Mohabat ki tabiyat ** Zabardustee nahin hotee Jisay rastaa badalna ho Ussay rasta badalnay say Jisay hud say nikalna ho Usay hud say nikalnay say Na koi rook paya hai Na koi rook payay ga Mujhay bayshuk jaga daytee Tumhain kis baat ka dur tha Mein tum ko dekh he layta Tumhsin koi du’a dayta Kum-az-kum yun tu na hota Meray sathee haqeqat hai Tumharay baad…
**Khonay k liay ** Ab kuch nahin baqee Magar khonay say dartaa hon Mein ab sonay say dartaa hon!!!
Kaha tha na!Mujhay iss tarhan **
**Sotay hoay mut chor kar janaMujhay bayshuk jaga daynaBata daynaMohabat k safar meinSath meray chal nahin sakteenJudai mein hijar meinSath meraa jaal nahin sakteenTumhain rasta badalna haiMaree hud say nikalna haiTumhain kis baat ka dur thatumahin janay nahin daytaa??Kahain par qaaid kar layta??aray pugli!!!!!Mohabat ki tabiyat **
**Zabardustee nahin hoteeJisay rastaa badalna hoUssay rasta badalnay sayJisay hud say nikalna hoUsay hud say nikalnay sayNa koi rook paya haiNa koi rook payay gaMujhay bayshuk jaga dayteeTumhain kis baat ka dur thaMein tum ko dekh he laytaTumhsin koi du'a daytaKum-az-kum yun tu na hotaMeray sathee haqeqat haiTumharay baad....................Khonay k liay **
**Ab kuch nahin baqeeMagar khonay say dartaa honMein ab sonay say dartaa hon!!!!!!!!
app ne zaror kaha tha lekin shaahid unne samaj nahi ai