Re: kaha lafzoN say phooloN ki mehak aney lagi kaisey
kaha rasta baksha hai na hamwar kion mujh ko jawab aya tujhey har rasta hamwar karna hay
kaha kyon sam'ne chamka dia itna bara soraj jawab aya humaiN saya pas-e-dewar karna hai
kaha lafzoN say phooloN ki mehak aney lagi kaisey jawab aya mohabbat ka tujhey izhaar karna hai
kaha maiN ladla tera hoon maiN mitti main kyoN utron? jawab aya k sab ko ye samander par karna hai***
array bhaee ye kis k darmiyaan makaalma ho raha haiga? aur akhree shair main mitte aur samandar ka kia taaluq g?