kaha ho tum?

kaha ho tum??

is dard ko kaha chupaun main
is toote hue dil ka kya karoon main
ik woh thi jisne mujhe jeena sikhaya tha
aaj ushi ne mere saath chod diya
ab kya karoon? kaha jaun
mere saanson mein jo uski naam bas gayi hai
is naam ko kaise mitaun main
zindegi ne yeh kya khel dikhaye
jis pyar ki mujhe barson talaash tha
woh mil kar bhi bichar gaye. :frowning:

nice one btw me yahan hia ..:)

:k:

Hum to hain may'khanay main

Nice..:k:

very nice :k:

999

Thankx every one!!!:kiss:

Verry Nice :k: