Kaha har lafz jhoota hay

Re: Kaha har lafz jhoota hay

*Kaha ab kon iss dill ki nighbani mein rehta hay
Jawab aaia ussi ik chap ko wapas bullana hay *

Kaha jo bhool jatay hein who bass phir bhool jatay hein
Jawab aaia ussi ik shakhs ko to yad aana hay

Kya baat hay kya baat hay jee.........zabardast...dil ko choo lya in aakhri do ashaar nay