***Kaha har lafz jhoota hay sabhi qissa fasana hay ***
***Jawab aaia magar ik lafz ka sach to purana hay ***
***Kaha bholay hoon ko yad bhi karta nahi koi ***
***Jawab aaia yeh bhi to mohabat ka ik bahana hay ***
***Kaha rastton mein ankhin chornay ka faida kia hay ***
***Jawab aaia rastoon mein kissi ka aana jana hay ***
***Kaha bujhtay deuon pay raat aanay ka sabab kia hay ***
***jawab aaia hamin abb raat nay rasta dekhana hay ***
Kaha ankhon ko khali kar gia hay nend say koi
***Jawab aaia saza mein uss nay khud ko bhi jalana hay ***
***Kaha agar rastay baton ki sorat kattay hoay ***
***Jawab aaia hamin abb ik nia rasta bana hay ***
***Kaha ab kon iss dill ki nighbani mein rehta hay ***
***Jawab aaia ussi ik chap ko wapas bullana hay ***
***Kaha jo bhool jatay hein who bass phir bhool jatay hein ***
***Jawab aaia ussi ik shakhs ko to yad aana hay ***
nakhan
October 2, 2005, 4:12pm
2
Re: Kaha har lafz jhoota hay
bohot acha taraz-e-bayan hay, very nice collection...
kaho' wo hijar kesa tha?
kabhi choo kar usay dekha
tu tum ne kia bhala paa'eya
kaha' bus aag jesa tha usay choo kar tu apni rooh ye taan mun jala aa'ey
kaho wo wasal kesa tha?
tumhaiN jab choo lee'a us ne
tu kia ahsaas jaga tha?
kah' ik raastey jesa jidher se bus guzarna tha, makaa'N lakiN bana aa'ey
Koyal
October 3, 2005, 2:43am
3
Re: Kaha har lafz jhoota hay
nakhan:
bohot acha taraz-e-bayan hay, very nice collection…
kaho’ wo hijar kesa tha?
kabhi choo kar usay dekha
tu tum ne kia bhala paa’eya
kaha’ bus aag jesa tha usay choo kar tu apni rooh ye taan mun jala aa’ey
kaho wo wasal kesa tha?
tumhaiN jab choo lee’a us ne
tu kia ahsaas jaga tha?
kah’ ik raastey jesa jidher se bus guzarna tha, makaa’N lakiN bana aa’ey
Koyal
October 3, 2005, 2:44am
4
Re: Kaha har lafz jhoota hay
nice one Ff..:)
Daanie
October 4, 2005, 6:33am
5
Re: Kaha har lafz jhoota hay
buhut khoob :)
Re: Kaha har lafz jhoota hay
thanx guys :D
Re: Kaha har lafz jhoota hay
nakhan:
bohot acha taraz-e-bayan hay, very nice collection…
kaho’ wo hijar kesa tha?
kabhi choo kar usay dekha
tu tum ne kia bhala paa’eya
kaha’ bus aag jesa tha usay choo kar tu apni rooh ye taan mun jala aa’ey
kaho wo wasal kesa tha?
tumhaiN jab choo lee’a us ne
tu kia ahsaas jaga tha?
kah’ ik raastey jesa jidher se bus guzarna tha, makaa’N lakiN bana aa’ey
waow very nice, do you know the name of the poet?
nakhan
October 13, 2005, 6:17pm
8
Re: Kaha har lafz jhoota hay
^^ Koyal say poocho us nay post ki thi ye nazam
anyway thanks for like it
Re: Kaha har lafz jhoota hay
Faithful & Nakhan both poems are very touching, liked by me, thanx 4 sharing.
Ranaai e Khyal
nakhan
October 16, 2005, 6:42am
10
Re: Kaha har lafz jhoota hay
Welcome
Hope you will enjoy a lot on this GS
Re: Kaha har lafz jhoota hay
Faithful:
***Kaha har lafz jhoota hay sabhi qissa fasana hay ***
***Jawab aaia magar ik lafz ka sach to purana hay ***
***Kaha bholay hoon ko yad bhi karta nahi koi ***
***Jawab aaia yeh bhi to mohabat ka ik bahana hay ***
***Kaha rastton mein ankhin chornay ka faida kia hay ***
***Jawab aaia rastoon mein kissi ka aana jana hay ***
***Kaha bujhtay deuon pay raat aanay ka sabab kia hay ***
***jawab aaia hamin abb raat nay rasta dekhana hay ***
Kaha ankhon ko khali kar gia hay nend say koi
***Jawab aaia saza mein uss nay khud ko bhi jalana hay ***
***Kaha agar rastay baton ki sorat kattay hoay ***
***Jawab aaia hamin abb ik nia rasta bana hay ***
***Kaha ab kon iss dill ki nighbani mein rehta hay ***
***Jawab aaia ussi ik chap ko wapas bullana hay ***
***Kaha jo bhool jatay hein who bass phir bhool jatay hein ***
***Jawab aaia ussi ik shakhs ko to yad aana hay ***
buhat khoob buhat achchi collection hay, thanx 4 sharing
Re: Kaha har lafz jhoota hay
very nice ghazal like u
Re: Kaha har lafz jhoota hay
Beautiful…
saroo
October 27, 2005, 11:58am
14
Re: Kaha har lafz jhoota hay
*Kaha ab kon iss dill ki nighbani mein rehta hay
Jawab aaia ussi ik chap ko wapas bullana hay *
Kaha jo bhool jatay hein who bass phir bhool jatay hein
Jawab aaia ussi ik shakhs ko to yad aana hay
Kya baat hay kya baat hay jee.........zabardast...dil ko choo lya in aakhri do ashaar nay
Re: Kaha har lafz jhoota hay
thanx every one for liken it :D
and saroo the very last one is my fav too its lovley
only if i knew the poet's name
Re: Kaha har lafz jhoota hay
Kaha jo bhool jatay hein who bass phir bhool jatay hein
Jawab aaia ussi ik shakhs ko to yad aana hay
very nice
:)