kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

***baRson k inatazaaR ka anjaam likh de’ya
kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

bikhRi paRee thi toot k kali’yaan zameeN paR
taRteeb day k main ne teRa naam likh de’ya

Allah zindagi say kab tak nibha’on maiN
kis bewafa k saath meRa naam likh dia

taqseem ho rahi theeN khud’ai ki naimataiN
ik ishq bach gaya so maiRay naam likh dia

Qaisar kissi ki dain hai ye shaiRee meRi
kis ki ghazal pay kis nay meRa naam likh de’ya***

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

Lovely sheir :k:

MeiN ney kabhi kisi ghazal meiN kisi aek qaafye ko itni baar repeat hote huwey nahi deikha. Pata nahi Qaisar sahab ney aesa kiuN kia :bummer:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

beautiful ghazal…:k:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

Good One Koyal..:)

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

thanks Aryaan :)

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

thanks Smile :slight_smile:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

keon k wo qaiser sahib haiN ne is leay QASRAT se sab use kaRtey :stuck_out_tongue:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

Awsome

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

:lajawab:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

very nice poetry Koyal G............

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

Nice one :k:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

hmmmm nice

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

nice

thanks khawab rang :)

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

Nice. :k:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de'ya

Great Choice:) Pur Kis Nay Likha Tha Kaat Kay Naam?

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

:lajawab:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

:lajawab:

Bohat haseen shayree…:cheer:

Re: kaghaz pay shaam kaat k phir shaam likh de’ya

awesome :lajawab:

nice one