Kagaz ka tukra tujhko kya sunaaega dastaan meri
maza to tab aaye, isko lagjaaye zuban meri.
Eid se kya matlab, matlab to hai pyar se
eid to hoti rahe gi, jab jab mile geh yaar se.
Jaan hai haazir, ye tumharay liye
duniya hai paagal, is zamaane ke liye.
Dil to de lehte, hum tumharay liye
ab karney ko kya rehgaya baaki,
jaan bhi haazir hai tumharay liye.