kafi arsay baad ek sawal

He who tries to forget a woman, never loved her.

so wat do u fink about this guys? hum yeh janana chahte hain k es k baray main aya k lerkay aur lerkiyaan ek jesa sochte hain ya ikhtalaaf rakhtay hain

do let me know

TC wid love Cute Swee2 :Pretty:

Re: kafi arsay baad ek sawal

i didnt get wat u askin?

Re: kafi arsay baad ek sawal

what u asking?
well everyone has his own thinking
kia ap luv ko bhool janay kay baray main poosh rahi ho?
sorry dont understand

Re: kafi arsay baad ek sawal

aray hum yeh poch rahay hain k aya k yeh jo kol hai wo haqeqat hai agar hai to kis had tak aur agar nahin to kiyoun nahin.

jesa k humara manana hai k yeh haqeqat hai yani wo mohabat he kiya jo bhool ja a kahain to aap ek wakat main ek aurat k liye jene marnay ki kasam khatay ho aur kahain 5 saal baad os k naam lene pe aap ko bohat sochna paray to wo koi mohabat to na hoi

Re: kafi arsay baad ek sawal

mohabbat aisa darya hai
ke barish rooth bhi jaye
tu pani kam nahee hota

Re: kafi arsay baad ek sawal

tum sirf sawal hi poohnay ati ho:hoonh:

Re: kafi arsay baad ek sawal

sorry bhai jaan asal main thora arsa door rehnay k baad yeh he haal hota hai wesay to main hal chal poch k baat kerne aati houn but yahaan aa k kuch na a logoun ko dekh k thora dar lagta hai k kahin hum fir se gum na ho jain wesay bhi aap bhi to bhool he ga a hain humain :teary3:

Re: kafi arsay baad ek sawal

wow thats good :love:

Re: kafi arsay baad ek sawal

zarori nhai hey :)

Re: kafi arsay baad ek sawal

oh come on sam! atleast hum larkon sey yeh sawaal mat poocho, kyoonkey yahaan to saal khatam baat khataam, naya saal aur naye mohabat :hehe:
waisey bhi is sey zyaada kisi key baarey mey socho to haazma kharaab ho jata hey lol

Re: kafi arsay baad ek sawal

cs2…thank u:)

Re: kafi arsay baad ek sawal

It's spring already?:D

Re: kafi arsay baad ek sawal

i like the sayin...

Re: kafi arsay baad ek sawal

hahaha! That made me laugh for some reason. Thanks :smiley:

Re: kafi arsay baad ek sawal

mai kab bhool gya n dont worry kahi gum nahi hoti hum hain tumhay dhundnay k liye just kome more frequently

Re: kafi arsay baad ek sawal

Jo bhool jaye woh mohabbat nahi hoti, aur jo na bhooley woh infatuation nahi hoti :)