Kaddu ( pumpkin ) blushing and saying....

Array tussi fiqar na karo janu abhi to marti hai meri jooti, tujhae maar ko na mari to mera naam chanda rakh dayna!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif

mugh sae intizaar nahin hota na, kabhi kabhar dil chahta hai yahan sae hamesha kae liyae chali jaoon taqae sab sae aik saath jaan chootae!!! sniff likin agar dadu mar gaye to pooti akaili kiya karae gi?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

acha acha ab rootae nahin tu bhi mere saath chalna!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

aur chanda tujhae sHaadi hi kerni hai to wahan per main kisi dhanchay sae teri shaadi kara doon gi! :stuck_out_tongue: aur abay sharam ker das baraa bachay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

main mar jawaan aik baar phir! Kiya karae gi tu itnae bachon ka, kiya unhain ghee shaker hi khila khila mar dalae gi!! Array agar itnae bachay hogaye na to teraa deemagh, jigar, gurda, phaipray kha kha kae kachoomer bana dayngae (this is all I want

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

)

Array teraa bhaid hi khola hai na agar asliyat khol di to sari zindagi samander ti tehyoon main chupti phirna muahhh array nikammi kaam chore, baira gharaq ho teri recipe ka, uss ka koi achar thora dalna hai mughae…namaqool agar meri haddiyon main itni jaan hoti to tujh nikammi sae kehti!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

tere un woah hai jiss ki tu qismat phorae na’ahal…pata nahin us masoom si jaan ka kiya hoga, main to to yae sooch sooch kae preshan ho jati hoon..ahhhh sighzzzzzzzz aur zara yae bata kabhi tughae apni dadu ka khayal aya hai, dadu ka sar abhi phata ja raha hai ankhain to nikalnae ki baat baad main ati hai! Hayeeeee mera sar, main kahan jawaaan…pooti mili to woah bhi mera sar peetnae main agae agae rehti magar zara yae khayal nahin ayaaa kae mera sar hi dabaaa dae! Haye Allah!!1 akhir kiya ker diya main nae apni bhari jawaani main jo aisi namaqoool pooti mili…hayeeeee meraaaaa sarrrrrr *asmaan sar pae khara ker kae ronae wala icon * mere moon main jo ata hai woah main buk dayti hoon aur joo meri pooti kae moon main ata hai woah foran ugal dayti hai rolling her eyes again
Main sadqay jawaan teri generation pae janu, hamara kiya hai ajj hain kal nahin hoon gae aur agar kal hoye to persoon nahin hongae, agar persoon hoye to tersoon nahin hongae aur agar tersoon hoye to kharsoon nahin hoon gae..sniff aur janu tum nae daekha hi kiya hai iss dunya main..tum to apni choosni chooso!
neend se ankh kholi hai abhi dekha kia he ..
dekh lena abhi kuch dair main duniya kia hai

and thanks for compliment janu

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif


jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~

[This message has been edited by ~TaNhAyAaN~ (edited May 08, 2002).]

btw where have u been?? huh?? me misshed you!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

aur haan just checked ur pm!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

i lub you toooo!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

kaddu don’t listen to this churail!!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif


jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~

when did i send you any such message!
meri repo ka sawal hai bava, kuch khayal karo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

LAHOL WALA QUOAT!!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif

main tum sae baat nahin ker rahi thiiii!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~

kaddu bhai aap nay mujhay bahan kaha aur ab kah rahay hain kah internet par churail hotee hain this is not fair

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif


“The Days may come, The days may go,
but still the hands of memory weave the blissful dreams of long ago.”

^
|
|

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

look @ this..

churailain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

pumpy ammi ne or kia kaha tha churailoo ke baray main ke woh bolti bhi bohat ziyada ho gee haina ???


.::. ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ .::.
Allah-o-Akbar

,_ ,
(O,O)
()
-“–”— To be sure of hitting the target, shoot first, and call whatever you hit the target

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

toba astaghfar!!! aap kitna boltee hain, yeh tou suchi muchi main ek churail ka kaam hai, itna sar khaati hain ke dil karta hai apne sar ko poori zidnagi ke liay turn off kar doon.array fikar karti hai meri dado, mein kiun fikar karoon, meri umar hee kya hai, aap hain na dado janu

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

.aap ka naam kahan chanda ho gaya? wo tou mein thee, dekhain dado pehle bhi kaha tha phir keh rahi hoon, payr aap ke qabar main hain aur kaam aap ese kar rahi hain jese abhi bhi jawaan hon. mujhe ghussa aa gaya na tou sar samayt qabar main gaar doon gee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

.

array door jaayen aap ke dushman, kiun door jaana chaahti hain dado aap aap ki potee aap ke bagher bohot tanha ho jaaye gee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

. nahi dado mein ne kisi dhaanchay se shadi nahi karni mujhe ek hattay kattay sohnay say pahlwaan se sehatmand munday se wya karna hai pleaseee. array das baara bachon ki cricket team banaoon gee, aur pakistan ka naam roshan karoon gee, samjha karo n

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

. phir wo aap ka naam bhi roshan karain ge.

dado mujhe pehle bata deti na ke aap ki haddiyan kaam karne ke laayek nahi tutt penian, tou mein kaam kar deti aap ne tou bus order diya tha aur mujhe ghussa charh gaya. apni dado janu ke liay tou jaan bhi haazir hai khekhe. o ho dado mein nahi kisi se shadi karne waali aur na hee meray koi unn hon ge kiun ke mein apni dado ko kahiiiin bhi nahi chor ke jaaon gee, sirf aap ke paas rahoon gee.

sorry dado mujhe nahi pata tha aap ka sar dard ho raha tha, idher aayen daba doon, yaah phor hee deti hoon, ek hee dafa dard khatam ho jaaye. aur pata kiun aap ko esi namaqool potee milee hai? kiun k pichlay janam main aap apni dado ko jo tung karti thee aur unn se pangay leti thee.ab bhuktain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

. dado lekin yehi tou problem hai, ke aap aaj hain, kal bhi hon gee, parson bhi aur tarson aur kharson..aap aaj na hon tou kya maza hai table ke nichay chuping mein ne apni duniya main aap ko jo dekh liya, ab aur kuch dekhne ki khwaahish hee nahi rahi.

hmm bus dado bijee in ischool kinda thing, i misshed u too sad ab yaad aaie hoon na, agar mujhe kuch ho gaya hota tou kisi ko pata bhi na chalta owaaaaaaaaaaaaaaain.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

me wuvz ju

kaddu uncle c she’s makin u confused n tellin u not to listen to me..dat’s anotha sign of her bein a witch..ishtay awayyyyyyyy from her


~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

yehi tou mein bhi keh rahi hoon flamezz uncle, i hear ya!!
dekhain na tanhaayan kitna boltee hain, kitnee hints aur signs mill rahe hain inn ke churail honay ke. ab tusee khud hee hisaab laa lawo, mein ne tou jo kehna tha keh diya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~

and he doesnt even replies to my post…
kadduuuuuuuu

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif


lub choos ka matlab
I lub choo …

haniiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiie!
dont think i am ignoring you…its just that you are special to me and i didnt want to reply you in this thread, making you feel like a churail

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

but i think i just did, which also makes you…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

Astughfirullah khud itna bolti ho aur mughae ilzaam dae rahi hai, aray aik chappal utha kae maroon gi to saari aqal thikanae ajaye gi teri. Bari aye mughae qabar main dafnanae wali hath nachaing aray aray ja ja bohat daikhae hai main tere jaiseh mali errr I mean ugh pata nahin kiya naam hota hai us bala shala ka!hoonh

Aray main to apnae dil tukroon ko alag alag jaga bhaijoon gi! paan chabatae hoyeaik aray kiya ketae hain ussae jis main baday badhay jahaaz uratae hain aur tishoon tishoon ker kae missile phaiktae hain dosray urnae walon per….haaan haan yaad aya us kambakhat maray ko hawaaa zorrr kehtae hain na?? Aray yae anghraiz bhi kiya kiya naam rakh daytae hain kae insaan taktaa reh jaye asmaan ko, inhain bud dua’en day day ker! * moon basooring* aur haan apnae aik ladley ko doctory perhaoun gi, dactorney banae gi to tere bhi aik do soi aray kerna hi kiya hota aik zor sae tishon ker kae soi hi to marni hoti hai un moseebat maroon ko…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

aik ko foooooj main bhaij dayen gae takae woah Pakistan ka naam chand aur sitarae ki tarah chamka dae!!! baqiion ko main cricket team main daal doon gi doosroon kae chakkay churanae kae liyae!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif

Aray tu kabhi kehti hai kae apnae jaiseh bhainsay sae shaadi karae gi aur kabhi kehti hai kae mere sar pae talwaar bani baithi rahae gi zindagi bhar!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

make ur mind janu warna kahin aisa na ho kae jab tu subah uthae to apnae app ko pateeli main paye, mughae bhi ghussa agaya na to tera qeema bana ker kha jaon gi!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif

Aur haan main jawaan hoon balqae jawaani to mere pae hi khatam hoti hai, tujhae kiya pata mere sundal jaiseh sarapae kae barae main

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

teri generation main to sab ki ankhain bahar nikli hoi hoti hain, jabkae meri bali bali ankhain nazuk sarapa koi pechanata hi nahin kae main ajj kal ki hoon dopatae main apni ungliyan liptanae wala icon

Aray mere sar ki to fiqar mat ker ab, mere jin nae kal aker mughae soup bana ker diya aur sar bhi dabaya! Hayeee rabba main mar jawaan un per, araay mera matlab hai tere dadu per blushing

Sahi kaha tu nae jab koi mughae aik baar daekh layta hai to uss ki phir kisi aur daikhnae ki khuahish mar jati hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

Ab tu sab ko mugh sae door rehnay ko mat keh, kuch bhi nahin honae wala teri in sazishon sae hath nachaing again nobody can stay away from me

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~


Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

^
|
|
|

Ammi ne sahi kaha tha …See buhat bolte hain Ch… or woh bhi falto mai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


.::. ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ .::.
Allah-o-Akbar

,_ ,
(O,O)
()
-“–”— To be sure of hitting the target, shoot first, and call whatever you hit the target

here is no churail, only jinns and paris. boys are jinn and girls are paris

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

Ohh not only kaddu..but brother maddu..saddu and bnot to forget…laddu

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif


I was born with a defective eye :wink:

HUmmmmmm Laddu is mmmmmm… ok But Kaddu

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

noway

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif