kya ammi nay internet pay churail dekhi hai?
he don’t wanna post his picture on net so he can be NAZERED by…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
not on chat
hoho hehe..this chat log is funny
Pumpkin:
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Sahi kaha yar…bas to din raat kaddu ka halwa khaya kar (not apna, apne yar doston ka) aur best he reh! ![]()
Ab hum ne kuch kehna hai to aap ne naraaz ho jaana hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Adab ka taqaza hai ke khamosh raha jae!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
PS: j/k
Kambakht Ishq!
[This message has been edited by Khanzada (edited May 07, 2002).]
ammi ka to pata naheen, lekin ab to lagta hai atleast mein ne zaroor dekh li hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
churail with bhenson wala teeka!
ammi sahi hee tou kehti hain kaddu uncle dekhiay na ek gupshup pe bhi hai lekin bhays badal kar aati hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
ammi ki bataaie huiee churail------>> ~tanhaayan~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
hindes unda da table
~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~
[This message has been edited by XChorniX (edited May 07, 2002).]
Gosh..
so u girls are admitting that u are churails
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif
ammiiiiiiiii!!!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
.::. ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ .::.
Allah-o-Akbar
,_ ,
(O,O)
()
-“–”— To be sure of hitting the target, shoot first, and call whatever you hit the target
BAH! Who wants to look at a pumpkin???
Anyways…just had some…can’t remmeber how it looked but it was
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif
I was born with a defective eye ![]()
Kaddu and tasty???come on Maddy don’t tell me gal please
LOL @ madcon
well mein itnee barri churailon mein aik choti si chorail hoon coz u guys r really older than me!
^
|
|
|
ameeeeee ye choote churail bhi ider aa gye
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
.::. ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ .::.
Allah-o-Akbar
,_ ,
(O,O)
()
-“–”— To be sure of hitting the target, shoot first, and call whatever you hit the target
Saber kero or dekho or kia kia aata hai yahaan
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Chotay baray jin bhoot sab line mein hain tumhree post ka istaqbaal kernay ko.
So u are inferring that All jinns ,bhoots and churails are living in this Gup Land ???
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
.::. ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ .::.
Allah-o-Akbar
,_ ,
(O,O)
()
-“–”— To be sure of hitting the target, shoot first, and call whatever you hit the target
uncle ji not to worry, saari guppans churailain thori na hain, there’s only one loose churail runnin around n her name’s ~tanhaayan~. so beware, warna wo aap ko cheer phaar ke, murghay ki tarhan ooper garam masaala aur laal mirch daal ke aur roast kar ke ooper chuttni daal ke wid ketchup n naan
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif
Slurp aap ko khaa jaaye gee..
n i advise u to take precation
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
who knowz wo aur kis kis ko khaaye bhet badal ke, pehle wo koobsurat kabab thee, ab tanhaayan…ab aagay kya bann jaayen, kisay pata
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~
table sae nikal ker iss- kambahat churail ki thukai kernae wala icon!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
main to hi piyari bachi hoon yaaro, yae kon si churail mughae tang kernae agye!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif
:
jalti jalal to aye bala taal to
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~
[QUOTE]
Originally posted by XChorniX:
** uncle ji not to worry, saari guppans churailain thori na hain, there’s only one loose churail runnin around n her name’s ~tanhaayan~. so beware, warna wo aap ko cheer phaar ke, murghay ki tarhan ooper garam masaala aur laal mirch daal ke aur roast kar ke ooper chuttni daal ke wid ketchup n naan :yummy Slurp aap ko khaa jaaye gee..**
hayeeee ray main mar jawaaan
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif
churailan sara guppostan churail sae bhara hua nahin hai to tu kiyon itni mari ja rahi hai, fiqar na ker puter yahan per koi tera jin aghwa kar kae samander main nahin phaik dae ga, aur agar samander main phaik bhi diya to whale machli main ja ker tu nikal layna! ainak sae jhaknae wala icon konsi bari baat hai, akhir churail hona kis din kaam aye ga
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
aur haan kiya idea mara hai main qael hogaye hoon, hamarae zamanae main bhi itnae aqal mand churailyen nahin hua kerti thin kae itni achi recipe tayyar ker kae mere liyae khana pakayen!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif
chal ab kiya hai to bana dayna yae apnae un ki haddi shaddiyon sae!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/yummy.gif
khoob sari topping ker kae dayna kiyon kae no wonder agar us ki shakal daikh ker mera moon ban jaye to hoonh: akhir mughae teri choice ka pata hi hai naaa!
**n i advise u to take precation :eek who knowz wo aur kis kis ko khaaye bhet badal ke, pehle wo koobsurat kabab thee, ab tanhaayan…ab aagay kya bann jaayen, kisay pata
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
**
sar peeting yara main nae kabhi bhi itni bilbatoori nahin daekhi kae joo bhi moon main aye bak dae! * ankhon ko 2,23,34455 ki raftear sae roll karing* acha chal ab tak bak hi duya hai na tu sun lay aindha main rakhon gi apna naam bilbatoori nachan choori ki daddooo..muhahahaaaa !
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/devil.gif
jab bhi mili kushi woh yaad agaya hamain
warna kushi main rona koon chahta hai~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
mein churail kab se ho gaiee, dado apnay chashmay change karwa lain hazaar dafa kaha hai phir bhi mujhe apne aap jesi hee samajhti hain. array jaaie jaaie pyaari bach aap banti hain, lekin suchi main hain nahi. every1 beware of dis churail she’s good at pattaing log in her meethi meethi baatain how do i kno? im her poteee, duhhh
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/disgust.gif
~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
haw haye tusee na maryo, wese bhi aap ke marnay k din aa rahe hain, bus thora intezaar karain.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
. array mein nahi maray jaa rahi dado jaanu, abhi tou meri shadi bhi honi hai das baaraa bachay bhi peda karne hain, itnee jaldi thori na maroon gee.
shhhhh! dado aap ka tou bhet khull gaya ab mera tou na bataayen ke mein ek spy churail hoon, aap ka sattya naas howay pait main zara si bhi baat nahi rehti. kya karoon dado aap ki poteee hoon, aap hee tou kehti thee ke khaana pakaana seekha kar, aglay ghar main jaaye gee tou wo log dhikkay de ke baahir nikaal dain ge agar khaana acha na banaaya. array array mein tou bus recipe bata rahi thee, bana thori na rahi thee, banaana hai tou khud banaayen mein nokraani nahi hoon aap ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad3.gif
waddi aaie. wese yeh mere unn kon hai? mein tou kisi “unn” ko nahi jaanti.
aap ko agar sar peetnay main madad chaahie ho tou hum alwayz haazir hain dado jaanu
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
. array dado janu mein aap ki tarhan kenchi jesi zabaan thori na chalaati hoon, ke jo moon main aaye bukk doon, wo tou aap ka kaam hai, ab aap ka hunar bhala kon churaaye. ab itnee bhi eyes na roll karain ke dailay nikal kar baahir hee gir jaayen.
hum tou hain hee ek spy
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif
lekin dado such much main aap churail hain, churailon se bhi ziada darownee. lekin do’t worry dado janu aap ki potee aap se do kadam aagay chall rahi hai, wese bhi humaari generation bohot ishmart aur ishpeedy ho gaiee hai. aap budhon ki tarhan nahi
~Chalo chaliay, duniya dee oss nukray..Jithay banda na banday dee zaat howay~
LOL
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
hahaahhhahahhahha ehheheheheheheheh khekehekhkhkehekehkeh
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
ﻥﻮﻫ ﺎﻫﺪﮔ ﮏﻳﺍ ﻦﻴﻣ ﻦﮑﻴﻟ ﻥﻮﻫ ﺍﺪﻟ ﻲﺳ ﺶﻧﺍﺩ ﻭ ﻢﻠﻋ ﻮﺗ ﻥﻮﻳ
Dhoondh ujrray huay logoun main, wafa kay motee
yeh khazaanay tujhay, mumkin hay kharaaboun main milain
~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Moderators (also) and Group of Gadha§ in Religion Forum¤
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Tanhayan, why is it that everyonez saying the same for you