Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
… koi haal tu nahi hai .. but i hope mustaqbil ho aur shandaar ho ..
cuz i end up doin puck puck puckpa puckpa liek a chicken..
which is very scary .. loll
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
… koi haal tu nahi hai .. but i hope mustaqbil ho aur shandaar ho ..
cuz i end up doin puck puck puckpa puckpa liek a chicken..
which is very scary .. loll
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
ap kay yeh ‘weapons’ kamm aur sharbatt ki dukaan ziada lag rahay :s
aik main Rooh Afza filled hay
Aik main Fanta fill hay
aur aik pistol ki doosri barrel choke hay :-DDDDDD
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
hahahah yeh ayii meri parnerrr :-DDD yahooo… hugs…
How u doing behna ? :-p
haha I wish your brother was close to you when u did this puk puking :-DDD
Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...
akhbar ka plane say behter hay main rakshaw lay loon us ko Chand gari bhi kehtay hain
acha acha to aap b-jamaolo bannay jarai hain donon bhaiyoon k beech main :s
lekin yeh soda mehanga hoga na, cuz raat ko to sooraj bhayya ki load shading hoti hay :s
aap rickshaw par na jao, warna Chaand ki Burhiya Chaand say chalaang maar kar khud kushi karlaingi :-(
Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...
main unees-so-hitler ka hoon na :$
kuch pata hi nai, aap help karain na :-(
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
jab paray na to sab sharbat warbat bhool jain gay DADA JEEEEEE
![]()
Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...
kuch pata hi nai, aap help karain na :-(
mai kesai help ker sakti hon?
aur agar unees - so hitler keh hain toh yeh GS per kesai post ker lete hain :D
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
.. hum aye, humnay watch kara aur hum spread ho gaye..
yeh my angerzi is sufferin nowadays..
.. kaisay hain baray bahya.. aur achi achi bataiN keraiN .. meray pagal honay pe pehlay hi kisi ko shak nahi… jo yeh puk puking kerooN sab k samnay tu dhaid loggoN main jo izzat hai woh bhi khaak ho jaye…
![]()
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
aap ki guns parhti bhi hain :–o wow parhay likhay khaandaan ki lagti hain yeh guns :s
waisay u have any Lussi wali gun ? :s
Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...
aur agar unees - so hitler keh hain toh yeh GS per kesai post ker lete hain :D
main kia tuning engineer hoon jo sab bata doon :-D
q kia unees-s-hitler kay loogn ka dil nai hota posting karnay k liay ? :-(
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
hai vechara:cb:
of course dil hota hia
posting kerte rehai
toh tuning engineer hi tuning kerta hi:D
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
ok ab sahi wali seekho:
Hum comed, hum nay watchA, aur ham phail gayae : -DDD lol
angrezi ko to suffer hona hi aik din, jiss speed say Toronto fill horaha hay, soon it will China-da… O Canada :-p
Arrey baba shak main na dalo, iss shak ko yaqeen main badal do…
ab jao bahar room say… apnay sar par yougurt dalo, naak par kajal lagao, hontoN par nail polish, aur gaal par show polish brown wali…
moonh main khoob sara tooth paste ka foam bharo… aur Allah Hoo Allah Hoo kehti howi bhai ki naak par kajal laga do…
inshAllah jaldi hi aap iss shak ko khatam kar kay yaqeen main badal dogi yahoo…
phir khoob proudly kehna kay U r real sisoo of Me smart
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
![]()
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
thank you thank you bows
haan ji…I mean nai ji, sirf tuning engineer tune nai karta…
meri kaproN ski tuning mera dhobi karta hay,…
meray body ki tuning mera doctor karta hay…
aur meray sar ki tuning…meri wife karti hain :$:$
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
ayoo ayoo gangoo parasaad ayoo…
kahan say arahay hoo tunn :-p
bolo bolo…
(R O F L at me dot com )
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
![]()
sar ki tuning!!
aur karwani perhai ghi
![]()
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
aap ki na karwaadoon ? :@
bilkul new brand ‘soontay’ say hogi tunung :-p
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
lol.. thnx for teh lesson bahya.. n yeh .. u r right abt china-da.. hehe.. but i cant do much abt this suggestion of urz … kya hai na Itz been five, F i v e waday WADAY months i been livin away from phamily .. *snifflin.. Amma Abba bahot yaad arailay haiN .. *sniff.. .. *bari mushkil say kontrollin herself.. :- D :') …werna tu aapko pata hai .. aisay kaam tu bayeN haath ki Pinky
hi handle ker laiti hai..
![]()
Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…
this is soo funnyy ![]()
Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...
[QUOTE]
this is soo funnyy
[/QUOTE]
thread ya jo app nay bola woh ?
[QUOTE]
acha acha to aap b-jamaolo bannay jarai hain donon bhaiyoon k beech main :s
lekin yeh soda mehanga hoga na, cuz raat ko to sooraj bhayya ki load shading hoti hay :s
aap rickshaw par na jao, warna Chaand ki Burhiya Chaand say chalaang maar kar khud kushi karlaingi :-(
[/QUOTE]
main laltain day doon ge soraj bhai ko ... chaand ki burhiya ab kalkola hair clours use kertee hay woh dobara say young ho gayee hay !