-- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

okay okay... aap khait na ugain, papaR bhalay yga lain, lekin therain wo bhi na ugain...
acha theek hay ... how about going for a dinner at Qublai Khan ? cheez?

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

[QUOTE]

try this one
kacha papita
pakka papita
kachi papita
pakka papita

[/QUOTE]

pehlay decide ker lain kacha ya paka

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

koch nai hosakta… iss qom ka koooch bhi nai hosakta… hope lessly walks away this dada abba :frowning:

say what like what ? :-p can’t you say what they say and how : -(

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

hansoo matt :-p
sachi say … main hoon itta khooobsoorat, kay khoobsoorti and husan behta rehta hay aur bachay bucket main bhar kar lay jaatay hain aur California main baich daitay hain :blush:

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

Yee exactly, if it's what they'll say what, if it's why, they'll say why..and so forth...ya know...made sense? : D

Neway Im out, ciao!

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

O M G… you did it… Yahooo… she did it… wohooo whistle… she made it…

welcome to the club May’m **Shireen **:smiley:

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

:cb: ache khawaab dekhte hain aap

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

[QUOTE]
okay okay... aap khait na ugain, papaR bhalay yga lain, lekin therain wo bhi na ugain...
acha theek hay ... how about going for a dinner at Qublai Khan ? cheez?
[/QUOTE]

dinner? khanay peenay say koi rughbat nahi

mujhay aroplane chahaye ya rocket ..mainy Moon per jana hay urgent !

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

lol, ok you made sense :-p
yeah you made sense, yeah I agree you made really sense, of course you made sense, ... umm... ...

cio, gute night :-)

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

ub jesa kay club may may aa gai hoo to plz app yahan say phuta khey..kick maring at dada jee’s back

:bobo:

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

nai to khuwaab to mohallay ki budhiaan daikhti hain, meray :blush:

waisay bhi abb khuwaab ka season hi nai raha , soch raha hoon dish-anteena lagwa loon, shayad kuch new khuwaab recieve hojain :s

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

aap dish anteena lagain aur nightmares recieve kerein :cb: khawaab toh nehi

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

dinner to meri pooja hay, shayad dinner bana hi meray liay hay :s

acha plane chahyay? moon par jaana hay ? lekin aj to moon ki chutti hay, 14 ko jaana poora hota hay, khailnay ko ziada jaga milaigi...

ok note book kaha hay meri :s haan ... mil gai... Akbaar ka bana doon plane? bara banayga... :$

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

aap to club kay bagair hi achi lag rai theen :s

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

konsay channel par transmit karti hain aap yeh ? :-p

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

aap koi bhi channel mai tune in kerein aap koh mil jain geh
mere haat mai transmitter nehi hia

Re: – Kacha PaaparR Pakka PaparR…

ub kisi ki majal jo mughay bahir nikalay… :kaboom: :rocket: :rocketup: :soldier: :2guns:

be aware i m loaded with heavy weapons…

:bobo:

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

main khailnay nahi ja rahee ..nere wahan meeting hay shand bhai or soraj bhai main bijli kay lain dain ka contract final kerna hay !

akhbar ka plane say behter hay main rakshaw lay loon us ko Chand gari bhi kehtay hain

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

main to jo bhi channel tune in karta hoon, uss par Qawaalian aati hain, ya phir aik Farmer khait main Tractor chala raha hota hay :-(

koi dhang ka channel hi nia lagta :s

Re: -- Kacha PaaparR Pakka PaparR...

aap galat channel tune kerte hain
pata nehi konse channels kerteh ain