Kabootar..

Re: Kabootar..

Janab kabooter palnay ka to bayhad shoq hai, lakin kabhi moqah nahin mila amreeka main..ab to apne watan Pakistan main jaa kur zarroor palain ge.. jee jee Nazimabad main.. waheen par to hotay hain hum janab.

Re: Kabootar..

Mairay kabootar buhat badmaash thaay :smilestar:
Saray mohallay ki kabootriooN ko line maartay thaay :blush:

Re: Kabootar..

acha...agar hotay to mere bhi kaboortoon ko line marna sekha detay.. lagta hai bohat shareef tehray hon gay.

Re: Kabootar..

Hi Hi, kitna dukhi hey yeh Uncle bhi :teary1: Magar mujahy pichlay janam main yani kay puranay zamany ka purana Papi aur koi bohut hi bara “Kabootar Baaz” lagta hey… Pata nahi aur kon kon sa “Baaz” raha hoga apnay zamaney main :wink:

Hellooo Chacha Jee :waves:

:desimunda: