Koyal
1
wo gumaa’N gumaa’N sa qay’aas sa
kabhi door sa kabhi paas sa
kabhi chandni maiN chupa hua
kabi khushbuoo’N maiN basa hua
kabhi sirf us ki shaba’hataiN
kabhi sirf us ki hika’yataiN
kabhi sirf milnay k silsilay
kabhi sirf us say haiN faa’slay
kabhi door chalti hawa’ooN maiN
kabhi meenh baras’ti ghata’ooN maiN
kabhi bad-gumaa’N kabhi meherbaa’N
kabhi dhoop hai kabhi saa’yebaaN
kabhi band dil ki kitaab maiN
kabhi lab kushaa’N wo khwa’b maiN
kabhi yuuN k jaisay sawal ho
kabhi yuuN k jaisay khayal ho
kabhi dekhnay k haiN silsilay
kabhi sochnay k haiN marhalay
kabhi sirf rang-e-bahar sa
kabhi sirf ik ghubaar sa
kabhi dastaras k qareeb qareeb
kabhi door paas kahiN nahi
ye jo ukhrra ukhrra sa shakhs hai
ye jo bikhra bikhra sa shakhs hai
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
:k: Good.
Sheal
3
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
bohot khoob :k:
muncho
4
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
bahut aalaa!
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
good :)
w/hello,
kaisay mizaaj hain. 
Ali_2
10
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
beautiful sharing 
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
V nice sharing Koyal :)
Re: kabi dastaras k qareeb qareeb, kabi door paas kahiN nahi
Fabulous............koyal.............
Koyal
13
Fabulous............koyal.............
thanks moazam :)