kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

sitam ik naya har roz wo ijad karta tha,

ik mudat hoi kabi milne wo nahi aya,
jo panchi har roz mere name per azaad karta tha.

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

Hmm panchi muk gayee hongay!! i like the first shair :wub:

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

ehsan bhai bohat khoobsoorat qat’a hey :):k:

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

2nd wala kuch yuuN hai...

*Zamana ho gaya lekin khabar lenay nahiN aaya...?
Jo Panchi roz meray naam pe aazaad karta tha...! *

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

Thank you.

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

**bahot Khoob magar dusra misr'a kuchh yuN hai:

kabhii aabaad kartaa thaa kabhii barbaad kartaa thaa
sitam har roz hii vo ik nayaa iijaad kartaa thaa**

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

Very nice qitta Ebhai :k:

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

Bohat achaa sher hain :biggthumb:

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

bohat khoob EB :)

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

Bohat Khoob Ehsan Bhai..:k:

Re: kabi abad karta tha kabi barbad karta tha,

boha khoon wesay me ye post kaRnay he lagi the shukaR hia dekh le ap ne post kia waRna LOGO ne kahna tha abhi kal he tu paRhi :p