kabhy

kabhy aisa ho jayee
k hum tum mil jayeen
khaab sare poorey ho jayeen
kabhy kuch to tum kaho
kabhy kuch to main sunoon
raaste yeh sang ho jayeen

kabhy aisa kyon lagey
k sara yeh sara jahan
kuch bhy nahy hai tujh bin
kabhy aisa kion lagey
k pyar ki dastan
udhoory hai tujh bin

wo sare beetey paal
wo batain pyar ki
mujh ko satayeen raat bher
kabhy aisa ho jayee
yeh yadeen na rahain
dil ko mere ayee chain

kabhy aisa ho jayee
k sub kuch kho jayee
ik tere siwa kuch bhy na rahe
kuch sath tum chalo
kuch sung to main rehoon
tanhaeeyaan yeh kam ho jayeen

Allah kary asa hojaye… Nice sharing :k:

Re: kabhy

ey jazba e dil gar main cchahoon...

good one !!

Re: kabhy

Sweet n good nazm thx for sharing !

Re: kabhy

nice one