*
abhii kyaa kahe.n abhii kyaa sunaaye.n
ke sar-e-fasiil-e-sukuut-e-jaa.N
kuf-e-roz-o-shab pe sharar numaa
vo jo harf jarf charaaG thaa
use kis havaa ne bujhaa diyaa
**kabhii lab hile.nge to puuchhanaa **
sar-e-sahar-e-ahad-e-visaal-e-dil
vo jo nikahato.n kaa hujuum thaa
use dast-e-mauj-e-firaaq ne
tah-e-Khaak kab se milaa diyaa
**kabhii gul khile.nge to puuchhanaa **
abhii kyaa kahe.n abhii kyaa sunaaye.N
yuu.N hii Khvaahisho.n ke fishaar me.n
kabhii be-sabab kabhii beKhalal
kahaa.N kaun kis se bichha.D gayaa
kise kis ne kaise ga.Nvaa diyaa
abhii kyaa kahe.n abhii kyaa sunaaye.n
ke sar-e-fasiil-e-sukuut-e-jaa.N
kuf-e-roz-o-shab pe sharar numaa
vo jo harf jarf charaaG thaa
use kis havaa ne bujhaa diyaa
*kabhii lab hile.nge to puuchhanaa *
sar-e-sahar-e-ahad-e-visaal-e-dil
vo jo nikahato.n kaa hujuum thaa
use dast-e-mauj-e-firaaq ne
tah-e-Khaak kab se milaa diyaa
*kabhii gul khile.nge to puuchhanaa *
abhii kyaa kahe.n abhii kyaa sunaaye.N
yuu.N hii Khvaahisho.n ke fishaar me.n
kabhii be-sabab kabhii beKhalal
kahaa.N kaun kis se bichha.D gayaa
kise kis ne kaise ga.Nvaa diyaa
*kabhii phir mile.nge to puuchhanaa *
[/QUOTE]
bohat khoobsurat one of ma fav chando g......wesay chando g jo kuch pochna hia aj he keon nahi poochtey ye ** phir ** kis ne dekhi ..;)
phir tu woh ho gha k hamesha dair kar daiti hoon..kabhi koi baat kahni ho kabhi koi...;)
abhii kyaa kahe.n abhii kyaa sunaaye.N
yuu.N hii Khvaahisho.n ke fishaar me.n
kabhii be-sabab kabhii beKhalal
kahaa.N kaun kis se bichha.D gayaa
kise kis ne kaise ga.Nvaa diyaa
[QUOTE]
*Originally posted by superglue: *
good stuff.
shukar hai lab he hilnay ki baat ho rahi hai
hath na chala dayna . warna becharay ki hadi pasli aik ho jaie gie
[/QUOTE]