Kabhi yuN bhee to ho
Dariyaa ka sahil ho
Puray chand kee raat ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
PariyoN kee mehfil ho
Koi tumhaari baat ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
Ye narm mulaayam Thandi hawaaiN
Jab GHar say tumhare guzaraiN
Tumhari khushbu churaiN
Meray GHar lay aaiN
Kabhi yuN bhee to ho
Sooni hur manzil ho
Koi na maray saath ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
Ye badal aisa TuT ke barsay
Meray dil kee tarah milnay ko
Tumhara dil bhee tarsay
Tum niklo GHar say
Kabhi yuN bhee to ho
Tanhaee ho, dil ho
Bunde ho, barsaat ho
Aaur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
Azad
2
Re: Kabhi yuN bhee to ho
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kabhi yuN bhee to ho
Dariyaa ka sahil ho
Puray chand kee raat ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
PariyoN kee mehfil ho
Koi tumhaari baat ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
Ye narm mulaayam Thandi hawaaiN
Jab GHar say tumhare guzaraiN
Tumhari khushbu churaiN
Meray GHar lay aaiN
Kabhi yuN bhee to ho
Sooni hur manzil ho
Koi na maray saath ho
Aur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
Ye badal aisa TuT ke barsay
Meray dil kee tarah milnay ko
Tumhara dil bhee tarsay
Tum niklo GHar say
Kabhi yuN bhee to ho
Tanhaee ho, dil ho
Bunde ho, barsaat ho
Aaur tum aao
Kabhi yuN bhee to ho
[/QUOTE]
Abhi kuch dinu pehlay post howi thi ...... phir say parrhna acha raha
wasiay apus ki baat hay 'aaj kal na hi aay to acha hay'
Shukriya, pichlee post shayed hamari nazroN say nahee guzree, magar hamaiN achi lagee tu post kerdii... Takeelf kay liay ma'aazrat
Koyal
5
:k:
PS; i guess there is nnothing to do beside hai na WG..;)…kis ko missin 
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Masha Allah
[/QUOTE]
Thanks Dilsay :)
ab aap ko kia bataaon, aap tu ghar kay bhaidee ho, nahee jantay kia UN ko. 
Shukriya Masoom Muskaan sissss 

kya batain horahi hain 
mujhay koi kuch nahi batata sub bohat bz hain ajkal apnay apnay
kamoon main 
Thnx For Sharing:k:..
Buhat Khoob:flower1:..