Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho

Dariya ka saahil, pooray chaand ki raat ho,… aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Pariyon ki mahfil, koyeee tumhari baaat ho,…aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Yeh naram mulaim thandi hawayain, Jub ghar se tumhare guzrain,
tumhari khushboo churayain, mere ghar le aayain,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Soooni her mahfil ho, koi na mere saath ho,…aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Yeh baadal aise toot ke barse, mere dil ki tarah tumhara dil bhi tarse
tum niklo udhar se
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Tanhayeee ho, dil ho, …boondain ho, barsaat ho…aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Dariya ka sahil, poore chaand ki raat ho,…aur tum aao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho

[quote]
Originally posted by Almi:
Dariya ka saahil, pooray chaand ki raat ho,.... aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Pariyon ki mahfil, koyeee tumhari baaat ho,.....aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Yeh naram mulaim thandi hawayain, Jub ghar se tumhare guzrain,
tumhari khushboo churayain, mere ghar le aayain,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Soooni her mahfil ho, koi na mere saath ho,.....aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Yeh baadal aise toot ke barse, mere dil ki tarah tumhara dil bhi tarse
tum niklo udhar se
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Tanhayeee ho, dil ho, ......boondain ho, barsaat ho....aur tum aaao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho
Dariya ka sahil, poore chaand ki raat ho,.....aur tum aao,
Kabhi yoon bhi to ho, Kabhi yoon bhi to ho

[/quote]

dukh ki doo ik barsaatoon say kab yeh dil pa-yaab bhara... woh to koi darya lay aaye darya bhi seylaab bhara... soocha tha ghum ko ghum katey zaher ka zaher bunaiye teryaak ...ab dil abla abla hai aur sheesha jaan zehar ab bhara....tum aa jaatey to iss raat ki umar bhi lumbhi ho jaati...abhi tha dewaaroon par subzaa abhi tha saihan gulaab bhara..... jaaney hiijir ki raat kay wissil ki raat guzar kaey aaye ho.... aankhain needho neend bhari hain jisim hay khawaaboon khawaab bhara........almi ur quite realistic in ur poetry very nice

zabardast

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

~KABHI TORNA NA KISI KEY DIL KO~
~BARI NAZUK SI CHEEZ YEH HOTA HAE~
~KABHI PHOOLUN KO TUM NEY DEKHA HAE?~
~KUCH INHI KEY JAESA HOTA HAE~
~ANMOOL BHI KEH SAKTEY HO DIL KO~
~PAR SAB KEY PASS YEH HOTA HAE~
~KABHI ANSOO NA BEHNEY KI SURAT MEIN~
~YEH DIL HI TO HAE JO ROTA HAE~

jab isko pehli baar sunaa to rab ne yeh manzir bhi dikhaa diyaa ....you'n lagaa jese har lafz eik tez daar churi ki manand dil pe chal rahaa hai....eik bakamaal chef ki tarah jo peyaaz ko reza reza kar daale

lafzo ko life mil gayee.......aur rone waalo'n ko rone ki wajah.
buhat achi lagi.
thanks for sharing

zabar10

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Great

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Koi Kuch Bhi Na Kahey To Pata Kaya Hai
Is Bechain Khamoshi ki Wajah kaya hia
unhain jakay koi khaya hum le lenge zahar bhi
woh sirf yea to bata dain meri khata kya hia

yuin na mil mujh sey khafa ho jaisey... saath chal moaj-e-sabah ho jaisey....loog yuin deakh kay huns daitaye hain....tu mujhe bhool gaya ho jaisey....shuram ko shirq ki hud taq na berha.... yuin na mil hum sey khuda ho jaisey..... moat bhi ayi to es naaz kay saath.... mujh pay ihsaan kia ho jaisey...hichqiaan raat ko aati he gayein.... to nay phir yaad kia ho jaisey.....zest yoon beet rehi haye danish... ik bai juram sazaa ho jaisey...

Nice
:0

Dil tu behal he jaey ga teri yaad say lakin
In ankhoo ko teri soorat dekhao kaisye
Teri Qaurbat may guzray hoay din raat
In lamhoo ko may akhir kar bulao kesay
Sang rehaney ki kaeey thi kasmay jo kabbi
Unko may tumay yaad ab dilao kesay
buhat door ho tum mujh say a Jaan
Apnay dil Baat tum tak ponchao kesay
Ab tu yahee Arzoo hay is dil ki kay
Tum ko may ess duniya say akhi pao kaisey!!!

                                          chalay bhi aao keh gulshan ka karobar chalay....qaffas udaas hai yaro, saba say kuch to kaho.... kaheen to behr-e-khuda aaj zikr-e-yaar chalay.....kabhi to subh teray kunj-e-lab say ho aaghaaz...kabhi to shab sar-e-kaakul say mushhk-baar chalay.... BaRaa hai dard ka rishta, yeh dil ghareeb sahi.... tunhaaray naam paay aaen gaye ghamgusaar chalay.... howa jo teer-e-nazar neemkash to kya hasil...maza to jab hai keh seenay kay aar paar chaley.... jo hum pay guzri so guzri magar shab-e-hijraan.... humarey ashiq teri aqqibt sanwaar chalay.... huzoor-e-yaar howi dagtar-e-junoon ka talab.... giraah main lay kay garaybaaN ka taar taar chalay.... maqaam fiaz koi raah main jacha hee nahin.... jo koo-e-yaar say niklay to soo-e-daar chalay....almi ur poetry makes somebody eyes wet.

I often listen to this ghazal.....

its wicked.... :)...
thanks for sharing....

**Simplicity* too is a part of faith. (Al-Hadith ; Abu-Dawood) *

[This message has been edited by hanie (edited July 14, 2002).]

Mohabbat sabhi karlete hain
Dilbaar key dil mein dhadakna aasan naihi
Vaade sabhi karlete hian
Unhe Nibhana aasan nahin
Payar mey dil sabhi jeet lete hain
Magar dil har kay jeetna aasan nahin
Zindagi mein to sabhi payar karlete hain
Payar mey ise qurbaan karna aasain nahin

[quote]
Originally posted by Almi:
Mohabbat sabhi karlete hain
Dilbaar key dil mein dhadakna aasan naihi
Vaade sabhi karlete hian
Unhe Nibhana aasan nahin
Payar mey dil sabhi jeet lete hain
Magar dil har kay jeetna aasan nahin
Zindagi mein to sabhi payar karlete hain
Payar mey ise qurbaan karna aasain nahin

[/quote]

bhooli hui sadaa huin mujhe yaad ki-jiaye... tum say kahin mila huin mujhe yaad ki-jiaye..... munzil nahin huin, hizzer nahin,raahzan nahin.... manzil ka raasta huin mujhe yaad ki-jiaye.... meri nigaah-e-shoq say her gali daiwa-taa..... main ishq ka khuda mujhe yaad ki-jiaye... naghmoon ki ibtada thi kabhi mere naam say.... aashqoon ki intaha huin, mujhe yaad ki-jiaye..... gum- soom khari hain dono jehan ki haqi-qatain.... main " UN " say keh raha huin mujhe yaad ki-jiaye.... sagher kissi kai haseen taghful shaeer ki..... behkii hui adaa huin mujhe yaad ki-jiaye.....

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 25, 2002).]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 25, 2002).]