Kabhi yaad aye to pochna....

**Kabhi yaad aye to pochna

zara apni khalwat e shaam se

kise ishq tha teri zaat se

kise pyar tha tere naam se

zara yaad kero k woh koun tha

ju kabhi tujhe bhi azeez tha

woh ju jee utha tere naam se

woh jo mer mita tere naam pe

humain berukhi ka nahin gila

ke yahi wafaon ka hai sila

mager aisa jurm tha koun sa

gaye hum dua salam se

na kabhi visaal ki chah ki

na kabhi firaq main aah ki

kya mera tareeqa e bandagi

hai juda tareeqa e aam se..???**

Re: Kabhi yaad aye to pochna…

**mager aisa jurm tha koun sa
gaye hum dua salam se

Udhaar to nahin le liya tha :hmmm:
**